Kaise Kahoon Man Ki Baat Lyrics, Singer & Song Details

Bhala Manas 1979 album cover

Bhala Manas 1979 Album Details

Vishwamitra
Rahul Dev Burman
Gulshan Bawr
Randhir Kapoor, Neetu Singh, Asrani, Maruti, Aruna Irani, Om Shiv Puri, Kamal Ka

album songs
Kaise Kahoon Man Ki Baat
Singer : Asha Bhosle

Kaise Kahoon Man Ki Baat Lyrics

Song Lyrics Title = Kaise kahu mann ki baat
Song Lyrics Movie = Bhala Manas
Singer = Asha Bhosle
Song Lyricists = Gulshan Bawra
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Vishwamitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((kaise kahu mann ki baat, baat re
kaise kahu mann ki baat sajan se
kaise kahu mann ki baat
ho o o baat mein mann ke keh nahi paau
baat mein mann ke keh nahi paau
laaj na chhode saath re
kaise kahu mann ki baat, baat re
kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

achara sambhaaru kabhi achara sambhaaru
achara sambhaaru kabhi it utt dekhu
jab koyi dekhe nahi tabhi utt dekhu
baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhode saath re
kaise kahu mann ki baat, baat re
kaise kahu mann ki baat sajan se, baat sajan se

samajhat naahi akhiyan ke ishaare
jhuki jhuk jaati hai sharm ke maare
baat main mann ki keh nahi paau, laaj na chhode saath re
kaise kahu mann ki baat, baat re
kaise kahu mann ki baat , mann ki baat mann ki baat...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Kaise Kahoon Man Ki Baat Video

About Kaise Kahoon Man Ki Baat

Kaise Kahoon Man Ki Baat is a song from Bhala Manas 1979. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Gulshan Bawr. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bhala Manas 1979 album song list for more songs and album details.