Kaise Kahoon Kaise Ho Lyrics, Singer & Song Details

Ishq 1997 album cover

Ishq 1997 Album Details

Indra Kumar
Anu Malik
Javed Akhtar
Aamir Khan, Ajay Devgn, Juhi Chawla

album songs
Kaise Kahoon Kaise Ho
Singer : Vibha Sharma, Kumar Sanu

Kaise Kahoon Kaise Ho Lyrics

Song Lyrics Title = Kaise Kahoon Kaise Ho
Song Lyrics Movie = Ishq (1997)
Singer = Vibha Sharma, Kumar Sanu
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Anu Malik
Director = Indra Kumar
Music Label = Baba Music

Mp3 Song Lyrics

((kaise kahoon kaise ho tum
koi nahin jaise ho tum
jaan bhi tum aur dil bhi tum
sab kuch ho, aise ho tum
raahon mein, baahon mein
aahon mein tum hi tum

--female--
kaise kahoon kaise ho tum
koi nahin jaise ho tum
raah bhi tum, manzil bhi tum
sab kuch ho, aise ho tum
aankhon mein, neendon mein
khwaabon mein tum hi tum

--male--
kaise kahoon kaise ho tum

--female--
koi nahin jaise ho tum
tum ho jahan, main hoon vahi
tum bin sanam, main kuch nahin

--male--
tum ho haseen, tum mehjabi
tum naazneen, tum dil nashi

--female--
mere dil mein tum ho, tum hi tum

--male--
kaise kahoon kaise ho tum
koi nahin jaise ho tum

--female--
saagar bhi, saahil bhi tum
sab kuch ho, aise ho tum

--male--
kaliyon mein, phoolon mein
taaron mein tum hi tum

--female--
tum jab mile, main kho gayi
tum par fida main ho gayi

--male--
tum zindagi, tum taazgi
tum roshni, tum chaandni

--female--
mere dil mein tum ho, tum hi tum

--male--
kaise kahoon kaise ho tum
koi nahin jaise ho tum

--female--
mehmaan bhi, mehfil bhi tum
sab kuch ho, aise ho tum

--male--
geeton mein, raagon mein
saazon mein tum hi tum

--female--
ho, kaise kahoon kaise ho tum

--male--
koi nahin jaise ho tum

--female--
jaan bhi tum aur dil bhi tum

--male--
sab kuch ho, aise ho tum))

Posted by : { Ritu Kesarwani }

About Kaise Kahoon Kaise Ho

Kaise Kahoon Kaise Ho is a song from Ishq 1997. It is sung by Vibha Sharma, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Ishq 1997 album song list for more songs and album details.