Kaise Bhulaon Re Lyrics, Singer & Song Details

Mere Baad 1988 album cover

Mere Baad 1988 Album Details

Vishwamitra
Usha Khanna
Maya Govind
Beena Banerjee, Anil Dhawan, Rakhee Gulzar, Aruna Irani, Anupam Kher, Sohani, Da

album songs
Kaise Bhulaon Re
Singer : Asha Bhosle

Kaise Bhulaon Re Lyrics

Song Title = Kaise Bhulaon Re
Movie/Album = Mere Baad (1988)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Maya Govind
Music Composer = Usha Khanna
Director = Vishwamitra

Mp3 Song Lyrics

(( Kaise bhulaoon re amma babul ka angna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna
Mamta ki baho mein jhula jo maine palna
Mamta ki baho mein jhula jo maine palna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna

Bada sukh paya maine amma ji ke raz mein
Bada sukh paya maine amma ji ke raz mein
Mera so jana amma ji ka rato jagna
Mera so jana amma ji ka rato jagna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna

Bada sukh paya maine babul ji ke raz mein
Bada sukh paya maine babul ji ke raz mein
Jo marji khana jo ji mein aaye mangna
Jo marji khana jo ji mein aaye mangna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna

Bada sukh paya maine bhaiya ji ke raz mein
Bada sukh paya maine bhaiya ji ke raz mein
Titli pakadne ko bagiyo mein bhagna
Titli pakadne ko bagiyo mein bhagna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna

Bada sukh paya maine sakhiyo ke raz mein
Bada sukh paya maine sakhiyo ke raz mein
Sare din jhilmil ke gudiyo se khelna
Sare din jhilmil ke gudiyo se khelna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna
Mamta ki baho mein jhula jo maine palna
Mamta ki baho mein jhula jo maine palna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna
Kaise bhulaoon re amma babul ka angna...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kaise Bhulaon Re

Kaise Bhulaon Re is a song from Mere Baad 1988. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Usha Khanna. Read the lyrics above and view the Mere Baad 1988 album song list for more songs and album details.