Kaise Bataaoon Tujhe Lyrics, Singer & Song Details

3G 2013 album cover

3G 2013 Album Details

Sheershak Anand, Shantanu Ray Chhibber
Mithoon Sharma
Mithoon Sharma
Neil Nitin Mukesh, Sonal Chauhan

album songs
Kaise Bataaoon Tujhe
Singer : K.K, Shilpa Rao

Kaise Bataaoon Tujhe Lyrics

Song Title = Kaise Bataaoon Tujhe
Movie/album = 3G = A Killer Connection (2013)
Singers = Krishnakumar Kunnath (K.K), Shilpa Rao
Song Lyricists = Mithoon Sharma
Music Director = Mithoon Sharma
Director = Sheershak Anand, Shantanu Ray Chhibber

Mp3 Song Lyrics

((Kaise bataaoon tujhe
Ke dil mera kya keh raha
Rahein na faasle yeh
Jo hain apne darmiyaan

Ho..kaise bataaoon tujhe
Ke dil mera kya keh raha
Rahein na faasle yeh
Jo hain apne darmiyaan

Tere kareeb main ho saku
De de tu apni raza
Paas baithaoon yeh julf sanwaaroon
Aur baahaon mein le loon tujhe main
Hai dil ki yeh khwaahish
Ke sun le guzaarish
Aur de de tu khud ko mujhe
Ho..oo..
Ho..oo..

Tujhse mohabbat hui..
Hai meri hai bus yeh khata
Tujhse main door rahoon
Yeh mujhko ganwara kahaan
Main tere sath mein hi raahoon
Chodoon yeh sara yahan

Paas baithaoon yeh julf sanwaaroon
Aur baahaon mein le loon tujhe main
Hai dil ki yeh khwaahish
Ke sun le guzaarish
Aur de de tu khud ko mujhe
Ho..oo..
Ho..oo..

Teri adaaon mein doob loon
Doob loon main tujhi mein
Ho jaoon tere itne kareeb
Ke main dhikoon ab tujhi mein
Paas baithaoon yeh julf sanwaaroon
Aur baahaon mein le loon tujhe main
Hai dil ki yeh khwaahish
Ke sun le guzaarish
Aur de de tu khud ko mujhe
Ho..oo..
Ho..oo..

Kaise bataaoon tujhe
Ke dil mera kya keh raha))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kaise Bataaoon Tujhe

Kaise Bataaoon Tujhe is a song from 3G 2013. It is sung by K.K, Shilpa Rao. Lyrics are credited to Mithoon Sharma. Music information: Mithoon Sharma. Read the lyrics above and view the 3G 2013 album song list for more songs and album details.