Kaise Baje Dil Ka Sitar Lyrics, Singer & Song Details

Chandni Raat 1949 album cover

Chandni Raat 1949 Album Details

M. Ehsan
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan

album songs
Kaise Baje Dil Ka Sitar
Singer : Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Kaise Baje Dil Ka Sitar Lyrics

Song Title = Kaise Baje Dil Ke Sitaar
Movie/album = Chandni Raat (1949)
Singers = Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = M. Ehsan
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Nigaahen ruk gayin haaye kahaan par
Tadap kar reh gaya naghma zubaan par
Dhuan sa uth raha hai aasman par
Giri bijli kisi ke aashiyaan par

Kaise baje dil ka sitaar
Thhes lagi toot gaye taar
Jeeta hua jeewan ka pyaar
Haaye koyi aaj gaya haar

Dil kahin aawaz kahin
Naghma kahin saaz kahin
Dil kahin aawaz kahin
Naghma kahin saaz kahin
Dekh ye ghabraayi nazar a a a a
Dekh ye ghabraayi nazar a a a a
Khol na de raaz kahin
Khol na de raaz kahin o o o
Aaj kahe dil baar baar
Naiya meri kaise lage paar

Dil mein chhupaaye huye gham
Kaise rahoon reh na sakoon
Toot pade mujh pe sitam
Aur main kuchh keh na sakoon

Dil mein chhupaaye huye gham
Kaise rahoon reh na sakoon
Toot pade mujh pe sitam
Aur main kuchh keh na sakoon o o o
Geet mein hai dil ki pukaar
Gaaye ja tu saajan ke dwaar...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kaise Baje Dil Ka Sitar

Kaise Baje Dil Ka Sitar is a song from Chandni Raat 1949. It is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Chandni Raat 1949 album song list for more songs and album details.