Kaisa Ye Raaz Hai Lyrics, Singer & Song Details

Raaz 2009 album cover

Raaz 2009 Album Details

Mohit Suri
Gourav Dasgupta
Sayeed Quadri
Emraan Hashmi, Kangna Ranaut, Adhyayan Suman

album songs
Kaisa Ye Raaz Hai
Singer : Krishnakumar Kunnath

Kaisa Ye Raaz Hai Lyrics

Song Title = Kaisa Ye Raaz Hai
Movie/album = Raaz (2009)
Singers = Krishnakumar Kunnath (K.K)
Song Lyricists = Sayeed Quadri
Music Director = Gourav Dasgupta
Director = Mohit Suri

Mp3 Song Lyrics

((Raaton ki tanhai mein,
Subahon ki parchhaayi mein hey hey hey
Chehara hai kya, yeh meri aankhon mein
Khushaboo hai kya, yeh meri saanson mein
Kaisa yeh raaz hai, jo ke khulta nahi
Kyun mere jehan mein, tu hai aye ajanabee
Hey hey hey hey hey hey hey hey
O ho ho o ho ho ho ho hey hey heyi hey

Hota hai jo sawaalo mein,
Milta nahi jawabon mein
Rehta hai jo khayaalo mein,
Ab tak hai woh hijaabo mein
Hai dil ka yeh kaisa mausam,
Na dhup hai na hai shabnam
Kaisa yeh raaz hai, jo ke khulta nahi
Kyun mere jehan mein, tu hai aye ajanabee
Hey hey hey hey hey hey
O ho ho o ho ho ho ho hey hey heyi hey

Raaton ki tanhai mein,
Subahon ki parchhaayi mein hey hey hey
Chehara hai kya, yeh meri aankhon mein
Khushaboo hai kya, yeh meri saanson mein

Jaane hai kya sitaaron mein,
Gardish si hai ishaaro mein
Patjhahd si hai bahaaro mein,
Toofaan sa hai kinaaro mein
Dastak si hai kya yeh hardam,
Aahat si hai kya yeh hardam o
Kaisa yeh raaz hai, jo ke khulta nahi
Kyun mere jehan mein, tu hai aye ajanabee
Hey hey hey hey hey hey hey hey
O ho ho o ho ho ho ho hey hey heyi hey..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kaisa Ye Raaz Hai

Kaisa Ye Raaz Hai is a song from Raaz 2009. It is sung by Krishnakumar Kunnath. Lyrics are credited to Sayeed Quadri. Music information: Gourav Dasgupta. Read the lyrics above and view the Raaz 2009 album song list for more songs and album details.