Kahta Hai Yeh Safar Lyrics, Singer & Song Details

Bada Din 1998 album cover

Bada Din 1998 Album Details

Anjan Dutt
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Javed Akhtar
Marc Robinson, Shabana Azmi, Tara Deshpande

album songs
Kahta Hai Yeh Safar
Singer : Kumar Sanu

Kahta Hai Yeh Safar Lyrics

Song Lyrics Title = Kehta Hai Yeh Safar
Song Lyrics Movie = Bada Din
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Anjan Dutt
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Kehta hai yeh safar kehti hai rehgujar
Kehta hai yeh safar kehti hai rehgujar
Jamane bhar ke gam liye ummid dil me kam liye
Jamane bhar ke gam liye ummid dil me kam liye
Tum chale ho kaha kehta hai yeh safar
Kehti hai rehgujar
Jamane bhar ke gam liye ummid dil me kam liye
Jamane bhar ke gam liye ummid dil me kam liye
Tum chale ho kaha kehta hai yeh safar
Kehti hai rehgujar

Dekhu jaha jau jaha mil jayeghi waha
Har cheeza ki dukan
Sirf kahi milata nahi zazbat ka nisha
Halka sa bhi nisha begane log hain
Anjane log hain
Tamam shehar me kahi milega pyar hi nahi
Tamam shehar me kahi milega pyar hi nahi
Tum chale ho kaha
Kehta hai yeh safar kehti hai rehgujar

Duniya me tum kab se ho gum kis rah the chale
Aakash ke tale chalte rahe
Chalte rahe kam naa huye manjil ke fasale, aise hain fasale
Raho ki thokar kehti hai kya kare
Khula koyi bhi dar nahi kisi ke dil me ghar nahi
Khula koyi bhi dar nahi kisi ke dil me ghar nahi
Tum chale ho kaha
Kehta hai yeh safar kehti hai rehgujar...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kahta Hai Yeh Safar Video

About Kahta Hai Yeh Safar

Kahta Hai Yeh Safar is a song from Bada Din 1998. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Bada Din 1998 album song list for more songs and album details.