Kahoon Main Kaise Man Ki Lyrics, Singer & Song Details

Subah Ka Tara 1952 album cover

Subah Ka Tara 1952 Album Details

Rajaram Vankudre Shantaram
C Ramchandra
Noor Lakhnavi
Pradeep Kumar, Rajaram Vankudre Shantaram, Jayshree Gadkar

album songs
Kahoon Main Kaise Man Ki
Singer : Lata Mangeshkar

Kahoon Main Kaise Man Ki Lyrics

Song Title = Kahoon Mai Kaise Man Ki Baat
Movie/album =Subah Ka Tara (1954)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Noor Lakhnavi
Music Director = C. Ramchandra
Director = Rajaram Vankudre Shantaram

Mp3 Song Lyrics

((Aa aa aa aa

Kahoon kaase main
Kahoon kaase main man ki baat jiyarva haale dole ho

Kahoon kaase main man ki baat jiyarva haale dole ho
Tadap sine me dil par haath jiyarva haale dole ho

Aa aa aa aa

Khushi bhi ho rahi hai aankh bhi sharmayi jaati hai
Khushi bhi ho rahi hai aankh bhi sharmayi jaati hai

Kahe kaise koi ye dil ki lagi nahi batalaayi jaati hai
Kahe kaise koi ye dil ki lagi nahi batalaayi jaati hai
Ye nahi batalaayi jaati hai

Meri tamanna hai mere saath jiyarva haale dole ho
Kahoon kaase main
Kahoon kaase main man ki baat jiyarva haale dole ho

Aa aa aa aa

Basati hai naino ki galiyaan, hai ab jivan me rangraliyaan
Basati hai naino ki galiyaan, hai ab jivan me rangraliyaan

Jhum jhum jhum ke aayi bahaare kaisi khili hai ye kaliyaan
Jhum jhum jhum ke aayi bahaare kaisi khili hai ye kaliyaan
Hai ab jeevan me rangraliyaan

Din sunehare suhaani hai raat jiyarva haale dole ho
Kahoon kaase main
Kahoon kaase main man ki baat jiyarva haale dole ho

Aa aa aa aa))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kahoon Main Kaise Man Ki

Kahoon Main Kaise Man Ki is a song from Subah Ka Tara 1952. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Noor Lakhnavi. Music information: C Ramchandra. Read the lyrics above and view the Subah Ka Tara 1952 album song list for more songs and album details.