Kahiye Ji Kya Loge Lyrics, Singer & Song Details

Man Mandir 1971 album cover

Man Mandir 1971 Album Details

Tapi Chanakya
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Sanjeev Kumar, Waheeda Rehman

album songs
Kahiye Ji Kya Loge
Singer : Asha Bhosle

Kahiye Ji Kya Loge Lyrics

Song Title = Kahiye Ji Kya Loge
Movie/Album = Man Mandir (1971)
Singer = Asha Bhosle
Lyricist = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Chanakya

Mp3 Song Lyrics

((kahiye ji kya loge dil loge kho doge
dil to jawa hoke le lena dil mera tum abhi kamsin ho
dil to jawa hoke le lena dil mera tum abhi kamsin ho
tum abhi kamsin ho tum abhi nada ho
tum abhi kamsin ho tum abhi nada ho
kahiye ji kya loge dil loge kho doge
dil to jawa hoke le lena dil mera tum abhi kamsin ho
tum abhi kamsin ho tum abhi nada ho

gum jhi najuk dil di abhi hai jine me
gum jhi najuk dil di abhi hai jine me
dil ka tohfa waqt lagega milne me
badlega mausam nachti cham cham
ayengi ek din jawani
machloge tadpoge pyar ka matlab samjhoge
dil to jawa hoke le lena dil mera tum abhi kamsin ho
tum abhi kamsin ho tum abhi nada ho

bhige bhige dore hai in aanhko ke
bhige bhige dore hai in aanhko ke
halke halke rang abhi hai pankho ke
panchi anadi kache khiladi udne se pahle ye socho
rahi ho anjane manjil se begane
dil to jawa hoke le lena dil mera tum abhi kamsin ho
tum abhi kamsin ho tum abhi nada ho
tum abhi kamsin ho tum abhi nada ho
tum abhi kamsin ho tum abhi nada ho...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kahiye Ji Kya Loge

Kahiye Ji Kya Loge is a song from Man Mandir 1971. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Man Mandir 1971 album song list for more songs and album details.