Kahin Janab Ko Lyrics, Singer & Song Details

Amir Garib 1974 album cover

Amir Garib 1974 Album Details

Mohan Kumar
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Dev Anand, Hema Malini, Ranjeet, Sujit Kumar

album songs
Kahin Janab Ko
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Kahin Janab Ko Lyrics

Song Title = Kahi Janaab Ko Mera Toh Intezaar Nahi
Movie/Album Name = AMIR GARIB
Singer(s) = KISHOR, LATA MANGESHKAR
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((tha inezaar jiska woh raat aa gayi hain - 2
dulha miya kaha hain baraat aa gayi hain]

ulajhe hue hai saahib uljhan ko dhundhate hain
mehfil mein doston ki dushman ko dhundhate hain

nashe ka jhonka hai woh nazar ka dhokha hai woh - 2

huzoor (aayega woh jarooor ) aayega woh

magar woh na aansu ka ho yaha....[2]

kisi pe kya hai yakeen kahi woh main toh nahi - 2
kutch aitbaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2
kisi pe kya hai yakeen kahi woh main toh nahi - 2
kutch aitbaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2
nazar udaas hain kyun labon pe pyas hain kyun - 2
uthaaon jaam piyo usi ke naam piyo
gujarne do yeh ghadi badi hain raat padi - 2
ke thodi der mein woh kahega aake suno
tumhe karaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2


yeh ameer aur gareeb jara se aaye kareeb - 2
toh koi baat bane meri baraat bane

yahi toh soch ke ha main aa gaya hu yahaan - 2
yeh meri bhool sahi galat asool sahi
main sharmasaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2

mera jo haal hai ab kiya hai tumne yeh sab - 2
tumhara kaam hai yeh ke intekaam hai yeh
diya hai tumne mujhe wahi main dungi tujhe - 2
yahi hai ??? mera
khiza hai naam mera ke main bahaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2

kisi pe kya hai yakeen kahi woh main toh nahi
kutch aitbaar nahi

kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2 ))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kahin Janab Ko Video

About Kahin Janab Ko

Kahin Janab Ko is a song from Amir Garib 1974. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant , Pyarelal. Read the lyrics above and view the Amir Garib 1974 album song list for more songs and album details.