Kahin Dur Drona Lyrics, Singer & Song Details

Drona 2008 album cover

Drona 2008 Album Details

Goldie Behl
Dhruv Ghanekar
None
Abhishek Bachchan, Priyanka Chopra, Kay Kay Menon, Jaya Bachchan

album songs
Kahin Dur Drona
Singer : Dhruv

Kahin Dur Drona Lyrics

Song Title = Kahin Dur Drona
Movie/Album = Drona (2008)
Singer = Dhruv
Music Director = Dhruv Ghanekar
Director = Goldie Behl
Producer = Shrishti Arya

Mp3 Song Lyrics

((Kahin dur sehra ke saaye mein,
Machla tha koi toofan,
Aur ek masiha ke aane ka,
Likh ke gaya elaan,
Drona..Drona..aaaa
Drona..aaaa..

Kahin dur sehra ke saaye mein,
Machla tha koi toofan,
Aur ek masiha ke aane ka,
Likh ke gaya elaan,
Drona..Drona..aaaa
Drona..aaaa..

Sadiyon se sehmi sehmi gumsum,
Roothi roothi thi fiza,
Jehrili saason se bojhal thi,
Thehri thehri yeh hawa,
Khoyi khoyi khamoshi mein,
Gunji kahin se uski sada,
Sadiyon se sehmi sehmi gumsum,
Roothi roothi thi fiza,
Naa jaane kya tha, kaisa junoon tha,
Woh behta tha rag rag mein,
Jo har sadi mein,
Aana raha hai,
Woh ban ke drona..aaa..

Kahin dur sehra ke saaye mein,
Machla tha koi toofan,
Aur ek masiha ke aane ka,
Likh ke gaya elaan,
Drona..Drona..aaaa
Drona..aaaa..
Drona..aaaa..
Drona..aaaa..

Kadmon mein lipte kaise kaise,
Uljhano ke silsile,
Manzil ke raaste mein faile the,
Kaanto ke woh kaafile,
Kaayam raha apni rahon par woh,
Milti rahein mushkilein,
Kadmon mein lipte kaise kaise,
Uljhano ke silsile,
Roke ruka naa, kabhi jhuka naa woh,
Dard ki baarish mein bhi,
Har ek sadi mein aata raha hai woh,
Ban ke drona..aaa..

Kahin dur sehra ke saaye mein,
Machla tha koi toofan,
Aur ek masiha ke aane ka,
Likh ke gaya elaan,
Drona..Drona..aaaa
Drona..aaaa..
Drona..aaaa..
Drona..aaaa..
Drona..aaaa..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kahin Dur Drona

Kahin Dur Drona is a song from Drona 2008. It is sung by Dhruv. Lyrics are credited to None. Music information: Dhruv Ghanekar. Read the lyrics above and view the Drona 2008 album song list for more songs and album details.