Kahe Itna Guman Chhoriye Lyrics, Singer & Song Details

Bharosa 1963 album cover

Bharosa 1963 Album Details

K. Shankar
Rahul Dev Burman
Rajendra Krishan
Guru Dutt, Asha Parekh, Mehmood

album songs
Kahe Itna Guman Chhoriye
Singer : Mohammed Rafi, Asha Bhosle

Kahe Itna Guman Chhoriye Lyrics

Song Lyrics Title = Kahe Itna Guman Chhoriye
Song Lyrics Movie = Bharosa 1963
Singer = Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = K. Shankar
Music Label = Saregama Music
Release on = 2nd August, 1963

Mp3 Song Lyrics

((kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka
kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka
legi kitno ki jaan chhoriye ye mela do din ka
kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka
kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka
ja-ja dor na dhar chhorva ye mela do din ka
kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka
kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

jara sun-sun are ja-ja-ja
jara sun-sun are ja-ja-ja
chal thamak thamak jara thamak thumak
o jara sun-sun are ja-ja-ja
o jara sun-sun are ja-ja-ja

teri khatir khol ke rakha hai dil ka darwaja
paiya ham nahi padne wale marji hai to aaja
bada aaya dildar chhorva ye mela do din ka
bada aaya dildar chhorva ye mela do din ka
ja-ja dhor na dhar chhorva ye mela do din ka
kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka
kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

dekh jara ye kali-kali julfo ki janjire
bandhi hui hai inme tere jaiso ki taqdire
dekh jara ye kali-kali julfo ki janjire
bandhi hui hai inme tere jaiso ki taqdire
lut jayega jahan chhoriye ye mela do din ka
lut jayega jahan chhoriye ye mela do din ka
kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Kahe Itna Guman Chhoriye Video

About Kahe Itna Guman Chhoriye

Kahe Itna Guman Chhoriye is a song from Bharosa 1963. It is sung by Mohammed Rafi, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bharosa 1963 album song list for more songs and album details.