Rajput 1982 - Download Mp3 Song

Rajput 1982

Rajput 1982

Vijay Anand
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Dharmendra, Rajesh Khanna, Hema Malini, Vinod Khanna, Tina Munim, Ranjeet

album songs
Kahaniyan Sunati Hai Pawan
Singer : Mohammed Rafi

Kahaniyan Sunati Hai Pawan Lyrics

Song Title = Kahaniyan Sunati Hai Pawan
Movie/album = Rajput (1982)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Vijay Anand

Mp3 Song Lyrics

((Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati
Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati
Ek thaa diyaa ek baati
Ek thaa diyaa ek baati
Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati

Bahut dino ki hai ye baat
Badi suhaani thi wo raat
Diyaa aur baati mile
Milake jale ek saath

Bahut dino ki hai ye baat
Badi suhaani thi wo raat
Diyaa aur baati mile
Milake jale ek saath
Ye chaand ye sitaare bane saare baaraati
Ek thaa diyaa ek baati
Ek thaa diyaa ek baati

Uthaai dono ne qasam
Jale bujhege saath ham
Unhe khabar naa thi magar
Khushi ke saath bhi hai gam

Uthaai dono ne qasam
Jale bujhege saath ham
Unhe khabar naa thi magar
Khushi ke saath bhi hai gam
Milan ke saath saath hi judaai bhi hai aati
Ek thaa diyaa ek baati
Ek thaa diyaa ek baati
Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati

Ek din gali gali aaya ek zoka de gaya dhoka
Jyot ko churake le gaya uthake
Dil diye kaa buj gaya ho gayi bati juda
Ho gayi bati juda
Phir usane ye kahan jyot ko di ye duwa
Tujhko kai gam naa ho
Tujhko kai gam naa ho
Roshani ye kam naa ho
Roshani ye kam naa ho
Tu kisi ke ghar jale khush rahe fule fale
Khush rahe fule fale
Khush rahe fule fale

Kahaniyan sunati hai pawan aati jaati
Ek thaa diyaa ek baati
Ek thaa diyaa..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Kahaniyan Sunati Hai Pawan Video

Video Description :

Kahaniyan Sunati Hai Pawan download mp3 song

Recent Tags : Kahaniyan Sunati Hai Pawan Lyrics | Kahaniyan Sunati Hai Pawan Video Song | Kahaniyan Sunati Hai Pawan free play mp3 song | Kahaniyan Sunati Hai Pawan free download mp3 song | Kahaniyan Sunati Hai Pawan Full Video Song | Free Kahaniyan Sunati Hai Pawan movie songs | Kahaniyan Sunati Hai Pawan free songs | Kahaniyan Sunati Hai Pawan play online | Kahaniyan Sunati Hai Pawan free mp3 song download | Kahaniyan Sunati Hai Pawan online play Song | Kahaniyan Sunati Hai Pawan Hindi Lyrics | Kahaniyan Sunati Hai Pawan Lyrics | Kahaniyan Sunati Hai Pawan online mp3 songs | Kahaniyan Sunati Hai Pawan full songs | Kahaniyan Sunati Hai Pawan online music | Kahaniyan Sunati Hai Pawan free Video | Kahaniyan Sunati Hai Pawan online Video | Kahaniyan Sunati Hai Pawan mp3 Download | Free Download Kahaniyan Sunati Hai Pawan song