Kahan Ud Chale Hain Lyrics, Singer & Song Details

Bhabhi Ki Chudiyan 1959 album cover

Bhabhi Ki Chudiyan 1959 Album Details

Sadashiv J. Row Kavi
Sudhir Phadke
Pandit Narendra Sharma
Meena Kumari, Balraj Sahni, Seema Deo, Durga Khote, Sailesh Kumar

album songs
Kahan Ud Chale Hain
Singer : Mukesh, Asha Bhosle

Kahan Ud Chale Hain Lyrics

Song Lyrics Title = Kahan Ud Chale Hai
Song Lyrics Movie = Bhabhi Ki Chudiyan (1959)
Singers = Asha Bhosle, Mukesh
Song Lyricists = Pandit Narendra Sharma
Music Composer = Sudhir Phadke
Director = Srinivas Joshi, Y.G. Joshi
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kaha ud chale hai man pran mere
Kaha ud chale hai man pran mere
Kise khojte hai madhur gan mere
Ho kaha ud chale hai man pran mere
Kaha ud chale hai

Bahare nichawar hui phul ban par
Tamnna ki kaliya khili phul bankar
Bahare nichawar hui phul ban par
Tamnna ki kaliya khili phul bankar
Khile phul lahko man mere
Ho kaha ud chale hai man pran mere
Kaha ud chale hai

Madhur gandh kiska sandesha hai layi
Hridya ki hui hai hriday se sagai
Madhur gandh kiska sandesha hai layi
Hridya ki hui hai hriday se sagai
Chale aa rahe hai mehman mere
Ho kaha ud chale hai man pran mere
Kaha ud chale hai

Hawao se kahdo jara dhire dole
Kaho bulbulo se jara dhire bole
Hawao se kahdo jara dhire dole
Kaho bulbulo se jara dhire bole
Muskan meri wardan mere
Ho kaha ud chale hai man pran mere
Kaha ud chale hai man pran mere
Kise khojte hai madhur gan mere
Ho kaha ud chale hai man pran mere
Kaha ud chale hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kahan Ud Chale Hain

Kahan Ud Chale Hain is a song from Bhabhi Ki Chudiyan 1959. It is sung by Mukesh, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Pandit Narendra Sharma. Music information: Sudhir Phadke. Read the lyrics above and view the Bhabhi Ki Chudiyan 1959 album song list for more songs and album details.