Kahan Se Laai Ho Janeman Lyrics, Singer & Song Details

Dil Aur Mohabbat 1968 album cover

Dil Aur Mohabbat 1968 Album Details

Anand Dutta
Omkar Prasad Nayyar
Shamsul Huda Bihari
Ashok Kumar, Joy Mukherjee, Sharmila Tagore

album songs
Kahan Se Laai Ho Janeman
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Kahan Se Laai Ho Janeman Lyrics

Song Title = Kahan Se Laai Ho Janeman
Movie/Album = Dil Aur Mohabbat (1968)
Singers = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Anand Dutta
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe

Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman

Yahi wo aankhe hai jinke moti
Chamak rahe hai samundro me
Yahi ho chehra hai pujte hai
Yahi ho chehra hai pujte hai
Jise pujari bhi mandiro me
Chaman me karti hai roj sabnam
Kali kali se tumhari bate
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman

Najar ye kahti hai tumse milkar
Kabhi na tumse najar hatau
Tumhari surat hi samne ho
Tumhari surat hi samne ho
Tumhi ko bas dekhta hi jau
Yuhi gujaru mai jindagi ke
Tamam din or tamam rate
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe

Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kahan Se Laai Ho Janeman

Kahan Se Laai Ho Janeman is a song from Dil Aur Mohabbat 1968. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Shamsul Huda Bihari. Music information: Omkar Prasad Nayyar. Read the lyrics above and view the Dil Aur Mohabbat 1968 album song list for more songs and album details.