Kahan Se Hain Aate Lyrics, Singer & Song Details

Escape From Taliban 2003 album cover

Escape From Taliban 2003 Album Details

Ujjwal Chatterjee
Vanraj Bhatia
Mehboob Alam Kotwal
Manisha Koirala, Nawab Shah, Vineeta Malik

album songs
Kahan Se Hain Aate
Singer : Asha Bhosle

Kahan Se Hain Aate Lyrics

Song Title = Kahan Se Hain Aate
Movie/album = Escape From Taliban (2003)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Director = Vanraj Bhatia
Director = Ujjal Chattopadhyaya
Music Label = BMG Crescendo

Mp3 Song Lyrics

((Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu
Yeh to been soche
Yeh beena puchhe
Behte hai kehte hain
Haal sab dil ke
Sab se yeh aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu

Bade mann chale hain
Yeh rukte nahin hain
Khushi bhi mile agar
To chhupte nahin hain
Bade mann chale hain
Yeh rukte nahin hain
Khushi bhi mile agar
To chhupte nahin hain
Haste hain honth magar
Aaina ban kar chamakte hain aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu

Aaj gham ki hain ghadi
Tanhaiyaan aa padi
Aise mein bhi hain lagi
Aansuo ki yeh jhadi
Aaj gham ki hain ghadi
Tanhaiyaan aa padi
Aise mein bhi hain lagi
Aansuo ki yeh jhadi
Chalte hi jayenge pal
Hum sang tumhare
Sunlo yeh aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu
Yeh to been soche
Yeh beena puchhe
Behte hai kehte hain
Haal sab dil ke
Sab se yeh aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu
Kahan se hain aate
Aankhon mein aansu...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kahan Se Hain Aate

Kahan Se Hain Aate is a song from Escape From Taliban 2003. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Mehboob Alam Kotwal. Music information: Vanraj Bhatia. Read the lyrics above and view the Escape From Taliban 2003 album song list for more songs and album details.