Kahan Ho Tum Zaraa Aawaaz Lyrics, Singer & Song Details

Malhar 1951 album cover

Malhar 1951 Album Details

Harish
Roshanlal Nagrath
Indeevar
Arjun, Shammi, Moti Sagar

album songs
Kahan Ho Tum Zaraa Aawaaz
Singer : Mukesh, Lata Mangeshkar

Kahan Ho Tum Zaraa Aawaaz Lyrics

Song Title = Kahan Ho Tum Zaraa Aawaaz
song lyrics movie/album = MALHAAR
Singer(s) = Mukesh, Lata Mangeshkar
Lyricist = Indeevar, Shyam Lal
Music Director = Roshan
Director = Harish (2)

Mp3 Song Lyrics

((lata =
kahaan ho tum zaraa aawaaz do, hum yaad karate hai
kabhi bharate hai aanhe, aur kabhi fariyaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

lata =
judaa bul-bul hai apane phool se, aur ro ke kaheti hai- 2
ari duniyaa kiyaa who zulm, jo saiyaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

mukesh =
jaha hai aur ab jis haal mein hai, hum tumhaare hai- 2
tumhi aabaad ho dil mein, tumhi ko yaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

lata =
humaari bebasi ye hai ke hum kuchh kahe nahin sakate- 2
wafa badnaam hoti hai, agar fariyaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do

mukesh =
tere qadamon mein rahene ki tamanna, dil mein rakhate hai- 2
judaa duniyaa ne hum ko kar diya, fariyaad karate hai
kahaan ho tum zaraa aawaaz do..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kahan Ho Tum Zaraa Aawaaz

Kahan Ho Tum Zaraa Aawaaz is a song from Malhar 1951. It is sung by Mukesh, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Roshanlal Nagrath. Read the lyrics above and view the Malhar 1951 album song list for more songs and album details.