Kahan Aa Gaye Hum Lyrics, Singer & Song Details

Kab Tak Chup Rahungi 1988 album cover

Kab Tak Chup Rahungi 1988 Album Details

T Prakash Rao
Bappi Lahiri
Sameer
Amala Akkineni, Aruna Irani, Saeed Jaffrey

album songs
Kahan Aa Gaye Hum
Singer : Mohammed Aziz, Lata Mangeshkar

Kahan Aa Gaye Hum Lyrics

Song Title = Kahan Aa Gaye Hum
Movi/Album = Kab Tak Chup Rahungi (1988)
Singer = Mohammed Aziz, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = T. Prakash Rao

Mp3 Song Lyrics

((kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai
hume to yaki hai ke jannat yahi hai
yahi bas yahi do dilo ka jaha hai
kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai
hume to yaki hai ke jannat yahi hai
yahi bas yahi do dilo ka jaha ahi

yaha aake dil bas yahi chahta hai
sanam tum mujhe apni baaho mein lelo
mera dil bhi kahta hai sharmana kaisa
jawani ke din hai, jawani se khelo
behak bhi gaye to, nayi baat kya hai
behakne ke din yahi, abhi dil jawa hai
kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai

ye rangin vaadi me saanso ki garmi
hai aisi ke saara badan jal raha hai
mera haal bhi hai tumhare hi jaisa
mere husn ka bhi mann jal raha hai
bhdakte huye pyar ka hai ye shola
bada hi mehakta huwa ye sama hai
kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai

yaha aake dil bas yahi keh raha hai
koi hume badhke gale se laga le
tumhare ye behke kadam keh rahe hai
badan apna kar do kisike hawale
magar main tumhe apni baaho mein lelu
abhi apna aisa mukaddar kaha hai
kaha aa gaye hum, kaha kho gaye hum
ye kaisi jami hai, ye duniya kaha hai
hume to yaki hai ke jannat yahi hai
yahi bas yahi do dilo ka jaha hai.....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kahan Aa Gaye Hum

Kahan Aa Gaye Hum is a song from Kab Tak Chup Rahungi 1988. It is sung by Mohammed Aziz, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Kab Tak Chup Rahungi 1988 album song list for more songs and album details.