Kadar Meri Na Janichhod Ke Lyrics, Singer & Song Details

Shabnam 1949 album cover

Shabnam 1949 Album Details

Bibhuti Mitra
Sachin Dev Burman
Qamar Jalalabadi
Dilip Kumar, Kamini Kaushal

album songs
Kadar Meri Na Janichhod Ke
Singer : Shamshad Begum

Kadar Meri Na Janichhod Ke Lyrics

Song Title = Kadar Meri Na Janichhod Ke
Movie/album = Shabnam (1949)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Bibhuti Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kadar meri na jaani
Chhod ke jane wale
Bani mai teri deewani
Chhod ke jane wale
Kadar meri na jaani
Chhod ke jane wale

Hum tumhari yaad mein
Aasu bahate hi rahe
Tum to aaye hi nahi
Aur hum bulate hi rahe
Arz meri na mani
Chhod ke jaane wale
Arz meri na mani
Chhod ke jane wale
Kadar meri na jaani
Chhod ke jane wale

Meri duniya apne hatho se
Mita ja ek bar
Yu to aa sakta nahi
Sapne mein aaja ek bar
Ho aaja teri meharbani
Chhod ke jaane wale
Ho aaja teri meharbani
Chhod ke jaane wale
Kadar meri na jaani
Chhod ke jaane wale
Kadar meri na jani
Chhod ke jaane wale

Hoye dekho aayi
Pahli mohabbat ki raat
Hoye dekho aayi
Pahli mohabbat ki raat

Gori ujale se sarmaye
Chand ki jyot bujha do
Gori ujale se sarmaye
Chand ki jyot bujha do
Badal ke kale aachal ke
Taro ko chupa do
Taro ko chupa do
Dharti aur aakash ke
Sare deep bujha do
Pahli mohabbat ki raat
Oye deep bujha do
Pahli mohabbat ki raat
Oye deep bujha do
Pahli mohabbat ki raat
Oye deep bujha do
Pahli mohabbat ki raat
Oye deep bujha do
Pahli mohabbat ki raat
Oye deep bujha do
Pahli mohabbat ki raat.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kadar Meri Na Janichhod Ke

Kadar Meri Na Janichhod Ke is a song from Shabnam 1949. It is sung by Shamshad Begum. Lyrics are credited to Qamar Jalalabadi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Shabnam 1949 album song list for more songs and album details.