Kabul Fiza Ye Hain Lyrics, Singer & Song Details

Kabul Express 2006 album cover

Kabul Express 2006 Album Details

Kabir Khan
Raghav Sachar
Aditya Dhar
John Abraham, Arshad Warsi, Salman Shahid

album songs
Kabul Fiza Ye Hain
Singer : Raghav Sachar

Kabul Fiza Ye Hain Lyrics

Song Title = Kabul Fiza Ye Hain
Movi/Album = Kabul Express (2006)
Singers = Raghav Sachar
Song Lyricists = Aditya Dhar
Music Composer = Raghav Sachar
Director = Kabir Kha

Mp3 Song Lyrics

((ye safar ye imthiha, bezuba meri dasta
jeene ka ye hai fhalsafa
gam me bhi khushiyo ki sada, hai yaha
jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda
khoyi si hai yaha sab ki dua
kabul fiza ye hai kabul fiza

lamho me jeene ka nisha, khwaabo me dundhe aashiya
har ek najar har dil hai tanha
soyi hui aakho ka sapna, hai yaha
jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda
khoyi si hai yaha sab ki dua
kabul fiza ye hai kabul fiza

haa khuda ke bande hum, khuda ke sajde me gam
khuda ki rehmat ki dhun, gate hai hum aur tum
oh khuda ki mehfil mei aa, khuda ko apna bana
dekh kaise khuda banaye tujhko
aakhir se insaan khoya kaha
teri zamin tera jaha, hai yaha
kabul fiza ye hai kabul fiza
dekho zara ye hai kabul fiza
teri jami tera hai jaha
kabul fiza ye hai kabul fiza
jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda
khoyi si hai yaha sab ki dua
kabul fiza ye hai kabul fiza....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kabul Fiza Ye Hain

Kabul Fiza Ye Hain is a song from Kabul Express 2006. It is sung by Raghav Sachar. Lyrics are credited to Aditya Dhar. Music information: Raghav Sachar. Read the lyrics above and view the Kabul Express 2006 album song list for more songs and album details.