Kabhi Tum Aag Ho Lyrics, Singer & Song Details

Hathkadi 1982 album cover

Hathkadi 1982 Album Details

Surendra Mohan
Bappi Lahiri
Majrooh Sultanpuri
Sanjeev Kumar, Reena Roy, Shatrughan Sinha

album songs
Kabhi Tum Aag Ho
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Kabhi Tum Aag Ho Lyrics

Song Title = Kabhi Tum Aag Ho
Song Lyrics Movie = Hathkadi (1982)
Singer = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Bappi Lahiri
Film Director = Suerndra Mohan

Mp3 Song Lyrics

((kabhi tum aag kabhi tum pani
haye kya cheez ho dilwar jani
isi pe to dil wil sab mera le liya
hat diwane maine bura kya kiya
hat diwane maine bura kya kiya

kabhi kabhi aag hu kbhi kabhi pani
mai bhi kya cheez hu diwar jani
isi pe to dil wil sab tera le liya
ha dilruba tune bura kya kiya
ha dilruba tune bura kya kiya

chori chupe kya kare tere najare
tadap tadap kaha talak ham bechare
chori chupe kya kare tere najare
kaha talak ham bechare
phir kab jana ana hoga
kuch to lekar jana hoga
age badho miya mujhe samjha hai kya
haye kya cheez ho dilwar jani
isi pe to dil wil sab mera le liya
hat diwane maine bura kya kiya
hat diwane maine bura kya kiya

kholo dil ka panna pata chale to ek bar
nam tera mera kaha likha hai yar
kholo dil ka panna pata chale to ek bar
nam tera mera kaha likha hai yar
mai to janu jab tu aya
tujhko dekha tujhko paya
jise chaho mile nahi aisa bhi kya
kabhi kabhi aag hu kabhi kabhi pani
hat diwane maine bura kya kiya
ha dilruba tune bura kya kiya
hat diwane maine bura kya kiya
ha dilruba tune bura kya kiya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kabhi Tum Aag Ho

Kabhi Tum Aag Ho is a song from Hathkadi 1982. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Hathkadi 1982 album song list for more songs and album details.