Kabhi To Pure Honge Lyrics, Singer & Song Details

Sapne Suhane 1974 album cover

Sapne Suhane 1974 Album Details

None
Shyamji Ghanshyamji
Hasrat Jaipuri
None

album songs
Kabhi To Pure Honge
Singer : Krishna Kalle, Mukesh

Kabhi To Pure Honge Lyrics

Song Title = Kabhi To Pure Honge
Movie/album = Sapne Suhane (1974)
Singers = Krishna Kalle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist = Hasrat Jaipuri
Music Director = Shyamji Ghanshyamji
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kabhi to pure honge
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Kabhi to manjil payenge hum do deewane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Kabhi to manjil payenge hum do deewane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane

Aas nirash ke do rahe par
Apna jiwan chalta hai
Naya sawera lakar aaye
Naya sawera lakar aaye
Jo bhi suraj dhalta hai
Kabhi to bhar hi jayenge
Dil ke do paymane
Kabhi to pure honge ji ye sapne suhane
Kabhi to manjil payenge hum do deewane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane

Hum bhi hai do pyar ke sathi
Sath na hargiz chodenge
Hum bhi hai do pyar ke sathi
Sath na hargiz chodenge
Dunia ki diware ik din
Dunia ki diware ik din
Dono milkar todenge
Kabhi to jag par chayenge
Hum dono mastane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane
Kabhi to manjil payenge hum do deewane
Kabhi to pure honge ye sapne suhane..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kabhi To Pure Honge

Kabhi To Pure Honge is a song from Sapne Suhane 1974. It is sung by Krishna Kalle, Mukesh. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Shyamji Ghanshyamji. Read the lyrics above and view the Sapne Suhane 1974 album song list for more songs and album details.