Kabhi Socha Na Tha Maine Lyrics, Singer & Song Details

Pyaar Kiya Nahin Jaata 2003 album cover

Pyaar Kiya Nahin Jaata 2003 Album Details

Mahesh Manjrekar
Anand Raj Anand
Praveen Bhardwaj
Usha Bachani, Sonali Bendre, Nikhil Chinappa

album songs
Kabhi Socha Na Tha Maine
Singer : Sonali Vajpayee, Sonu Nigam

Kabhi Socha Na Tha Maine Lyrics

Song Title = Kabhi Socha Na Tha Maine
Movie/album = Pyaar Kiya Nahin Jaata.. (2003)
Singers = Sonali Vajpayee, Sonu Nigam
Song Lyricists = Anand Raj Anand
Song Lyricists = Praveen Bhardwaj
Music Director = Anand Raj Anand
Director = Mahesh Manjrekar

Mp3 Song Lyrics

((Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Dil deewana deewane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar
Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Dil deewana deewane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar

Aaj mujhko laga baat kuchh hai jurur
Pas kitne ho tum jab huye mujhse door
Bekarari hai kyon,yeh khumari hai kyon
Kyon pareshan hai kyon yeh armaan hai

Tum kya gaye ho janam sang le gaye bahar
Tum kya gaye ho janam sang le gaye bahar
Dil deeeana deewane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar

Sach kahu pyaar kya hai mai nahee janta tha
Pyaar kee batein sach hai mai nahee manta tha
Kya mujhe ho raha hai kya meraa kho raha hai
Mujhko ehsaas hai kya meree pyas hai

Too nahee pas mere hai teraa intejar
Too nahee pas mere hai teraa intejar
Dil deewaana deewane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar
Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar
Dil deewaana deewane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar
Kabhee socha naa tha maine.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kabhi Socha Na Tha Maine

Kabhi Socha Na Tha Maine is a song from Pyaar Kiya Nahin Jaata 2003. It is sung by Sonali Vajpayee, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Praveen Bhardwaj. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Pyaar Kiya Nahin Jaata 2003 album song list for more songs and album details.