Kabhi Khushiyoon Ki Sargam Lyrics, Singer & Song Details

Mrityudaata 1997 album cover

Mrityudaata 1997 Album Details

Mehul Kumar
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Amitabh Bachchan, Dimple Kapadia, Karisma Kapoor, Paresh Rawal, Arbaaz Ali Khan

album songs
Kabhi Khushiyoon Ki Sargam
Singer : Alka Yagnik, Mohammed Aziz

Kabhi Khushiyoon Ki Sargam Lyrics

Song Title = Kabhi Khushiyon Ki Sargam
Movie/Album = Mrityudaata (1997)
Singers = Alka Yagnik, Mohammed Aziz, Vinod Rathod
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav,
Milind Shrivastav
Director = Mehul Kumar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge

Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge

Sur taje na taje gungunate rahe
Dard me bhi sada muskarate rahje
Ek duje ki baho me baithe rahe
Sat phero ki rasme nibhate rahe

Umar ke is hansi dor ko hum
Waqt ki maharbani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge

Rat dhal jayegi din gujar jayenge
Apni palko me sapne sawar jayenge
Khushabu sanso me aa ke sama jayegi
Phul chahat ke harsu bikhar jayenge
Dil ke mahake huye gulsita pe

Dhadkano ki rawani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge

Ab kisi mod par bhi na bichhadege hum
Bant lenge jo aayega koi bhi gam
Aaj se aur abhi se ye wada raha
Jaan deke nibhayenge apni kasam

Humne socha hai ab naam tere
Apni ye zindagani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge

Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kabhi Khushiyoon Ki Sargam

Kabhi Khushiyoon Ki Sargam is a song from Mrityudaata 1997. It is sung by Alka Yagnik, Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anand, Milind Shrivastav. Read the lyrics above and view the Mrityudaata 1997 album song list for more songs and album details.