Kabhi Kabhi Yahi Yahi Lyrics, Singer & Song Details

Mere Khwabon Mein Jo Aaye 2009 album cover

Mere Khwabon Mein Jo Aaye 2009 Album Details

Madhureeta Anand
Lalit Pandit
Javed Akhtar
Randeep Hooda, Raima Sen , Arbaaz Khan

album songs
Kabhi Kabhi Yahi Yahi
Singer : Anushka Manchandani

Kabhi Kabhi Yahi Yahi Lyrics

Song Title = Kabhi Kabhi Yahi Yahi
Movie/Album = Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Singer(s) = Anushka Manchandani
Music Director(s) = Lalit Pandit
Lyricist(s) = Javed Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((saare saare din jis dhundate hai
khaali khaali raaton mein sochate hai
jindagi ke panne khaalipan se bharate hai
khauf hai kisaka darate kyun hai
jindagi se bhaagate phirate kyun hai
uthake dekhe girake dekhe, mit bhi jaaye jara
woh darwaaje khul jaayenge
saare saare din jis dhundate hai
kismat se hum ladhakar dekhenge, ghum ko jit lo, chalana sikho
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi... yahi yahi yahi yahi hai woh ghadi
abhi abhi abhi abhi abhi abhi... yahi yahi yahi yahi hai sab yahi

unchi nichi raahein milati rahengi
chhote kadamo se ladhati rahengi
mushkilon aa jaao tumako haske jhelenge
socha bahot abb karke dekhe, roka bahot abb badhake dekhe
jaagenge abb jaanenge kya lekar aaye the
woh darwaaje khul jaayenge
saare saare din jis dhundate hai
kismat se hum ladhakar dekhenge, ghum ko jit lo, chalana sikho
kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi... yahi yahi yahi yahi hai woh ghadi
abhi abhi abhi abhi abhi abhi... yahi yahi yahi yahi hai sab yahi

udd jaayenge, udd jaayenge, khul jaayenge, khul jaayenge
chalkar yuun hi kho jaayenge, sapano se hum par jaayenge
kho jaayenge, mit jaayenge, sab pa yuun hi chha jaayenge
kismat ko hum likh jaayenge, ghum ko jit lo, chalana sikh lo
(kabhi kabhi kabhi kabhi kabhi... yahi yahi yahi yahi hai woh ghadi
abhi abhi abhi abhi abhi abhi... yahi yahi yahi yahi hai sab yahi)-2..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kabhi Kabhi Yahi Yahi

Kabhi Kabhi Yahi Yahi is a song from Mere Khwabon Mein Jo Aaye 2009. It is sung by Anushka Manchandani. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Mere Khwabon Mein Jo Aaye 2009 album song list for more songs and album details.