Kabhi Jo Bholna Chahon Lyrics, Singer & Song Details

Naseeb 1997 album cover

Naseeb 1997 Album Details

Kirti Kumar
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Govinda, Mamta Kulkarni

album songs
Kabhi Jo Bholna Chahon
Singer : Kumar Sanu

Kabhi Jo Bholna Chahon Lyrics

Song Title = Kabhi Jo Bholna Chahon
Movie/Album = Naseeb (1998)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Kirti Kumar
Music Label = Zee Music

Mp3 Song Lyrics

((Hey hey hey, oh ho ho ho, hey hey, hey hey, oh oh...

Kabhi jo bhulana chaahu, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho, o mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Kabhi jo bhulana chaahu, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho, o mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe kyun yaad aate ho

Kabhi saawan ke mausam mein, agar gaaye kahin koyal
Kabhi saawan ke mausam mein, agar gaaye kahin koyal
Kisi mehandi ki tehani par, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho, ho mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho

Kisi ke haath se chhute, agar sheeshe ka paimaana
Kisi ke haath se chhute, agar sheeshe ka paimaana
Chhalak jaaye agar saagar, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho

Kabhi jo bhulana chaahu, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho
Mujhe kyun yaad aate ho
Mujhe kyun yaad aate ho
Mujhe kyun yaad aate ho
Mujhe kyun yaad aate ho.......))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kabhi Jo Bholna Chahon

Kabhi Jo Bholna Chahon is a song from Naseeb 1997. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Naseeb 1997 album song list for more songs and album details.