Kabhi Dil Se Kam Lyrics, Singer & Song Details

Woh Tera Naam Tha 2003 album cover

Woh Tera Naam Tha 2003 Album Details

None
Roop Kumar Rathod
None
None

album songs
Kabhi Dil Se Kam
Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik

Kabhi Dil Se Kam Lyrics

Song Title = Kabhi Dil Se Kam
Movie/album = Woh Tera Naam Tha (2003)
Singers = Udit Narayan, Alka Yagnik
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Roop Kumar Rathod
Director = Kuku Kohli

Mp3 Song Lyrics

((Kabhi dil se kam mohabbat
Na hui na hai na hogi
Kabhi dil se kam mohabbat
Na hui na hai na hogi
Mujhe tumse shikayat
Mujhe tumse yeh shikayat
Na hui na hai na hogi
Kabhi dil se kam mohabbat
Na hui na hai na hogi

Jaha dil hai dil ki manzil
Wo nishan mil gaya hai
Jaha dil hai dil ki manzil
Wo nishan mil gaya hai
Mujhe tum jo mil gaye ho
Mujhe tum jo mil gaye ho
To jahan mil gaya hai
Kisi aur ki yeh kismat
Kisi aur ki yeh kismat
Na hui na hai na hogi
Kabhi dil se kam mohabbat
Na hui na hai na hogi

Tumhe dekhna mohabbat
Tumhe chahna ibadat
Tumhe dekhna mohabbat
Tumhe chahna ibadat
Meri sari zindagi hai
Meri sari zindagi hai
Iss pyar ki inayat
Issi pyar mein yeh chahat
Issi pyar mein yeh chahat
Na hui na hai na hogi
Kabhi dil se kam mohabbat
Na hui na hai na hogi
Mujhe tumse yeh shikayat
Mujhe tumse yeh shikayat
Na hui na hai na hogi
Kabhi dil se kam mohabbat
Na hui na hai na hogi.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kabhi Dil Se Kam

Kabhi Dil Se Kam is a song from Woh Tera Naam Tha 2003. It is sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: Roop Kumar Rathod. Read the lyrics above and view the Woh Tera Naam Tha 2003 album song list for more songs and album details.