Kabhi Aayine Pe Likha Tujhe Lyrics, Singer & Song Details

Hate Story 2 2014 album cover

Hate Story 2 2014 Album Details

Vishal Pandya
Ustad Rashid Khan
Tanveer Ghazi
Sushant Singh, Surveen Chawla, Jay Bhanushali

album songs
Kabhi Aayine Pe Likha Tujhe
Singer : Krishnakumar Kunnath

Kabhi Aayine Pe Likha Tujhe Lyrics

Song Title = Kabhi Aayine Pe Likha Tujhe
Movie/album = Hate Story 2 (2014)
Singers = Krishnakumar Kunnath (K.K)
Song Lyricists = Tanveer Ghazi
Music Director = Ustad Rashid Khan
Director = Vishal Pandya

Mp3 Song Lyrics

((Kabhi aaine pe likha tujhe
Kabhi aansuon se mita diya
Kabhi khat samajh ke padha tujhe
Kabhi diary mein chhupa liya

Kabhi aaine pe likha tujhe
Kabhi aansuon se mita diya
Kabhi khat samajh ke padha tujhe
Kabhi diary mein chhupa liya

Ik pal bhi tu mujhse, hota nahi hai juda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda

Seek me in your heart
You gotta reach out for my love

Teri tamanna aankhon mein leke
Parchhaiyon ka peecha kiya
Teri tamanna aankhon mein leke
Parchhaiyon ka peecha kiya
Har ajnabi se tera pataa
Deewaano ki tarah main poocha kiya
Deewaano ki tarah main poocha kiya

Tujh bin yun lagta hai
Dil hai kahin gumshuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda

Tu ye na jaane kaise tere bin
Roya hai pal pal, ye dil mera
Tu ye na jaane kaise tere bin
Roya hai pal pal, ye dil mera

Aansu kisi ne, ponchhe na mere
Toh yaad aaya, aanchal tera
Toh yaad aaya, aanchal tera
Tanhaai mein aksar sunta hoon teri sadaa
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda
Aye khuda, aye khuda, aye khuda, aye khuda.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kabhi Aayine Pe Likha Tujhe

Kabhi Aayine Pe Likha Tujhe is a song from Hate Story 2 2014. It is sung by Krishnakumar Kunnath. Lyrics are credited to Tanveer Ghazi. Music information: Ustad Rashid Khan. Read the lyrics above and view the Hate Story 2 2014 album song list for more songs and album details.