Kabhi Aankh Milaye Lyrics, Singer & Song Details

Fauji  1995 album cover

Fauji 1995 Album Details

Lawrence D Souza
Vishal Bhardwaj
Madan Pal
Master Altaf, Raj Babbar, Suresh Chatwal

album songs
Kabhi Aankh Milaye
Singer : Kavita Krishnamurthy

Kabhi Aankh Milaye Lyrics

Song Lyrics Title = Kabhi Aankh Milaye
Song lyrics movie = Fauji (1995)
Singers = Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists = Madan Pal
Music Composer = Vishal Bhardwaj
Director = Lawrence D'Souza

Mp3 Song Lyrics

((Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Kabhi aankh milaye
Kabhi dil ko churaye
Mujhe gali mein roke deewane haye
Inhe kaise samjhau haye
Badnaam ho na jaau haye
Inhe kaise samjhau
Badnaam ho na jaau
Ban jaaye na saher mera
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye

Aaja na na na re na
Aaja na na na re na
Aaja na na na re na aaja

Chaubare pe dera jamaye
Chaubare pe dera jamaye
Khidki pe chad ke ishare banaye
Waqt ka yeh darwaja
Kabhi seeti bajaye
Kabhi chhat pe bulaye haye
Kabhi seeti bajaye
Kabhi chhat pe bulaye
Chhede hai mujhe yeh mastana
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye

Khinche re aanchal pakde kalaai
Khinche re aanchal pakde kalaai
Yeh bhi na soche hu main paraai
Bedardi maane na
Kuch kaha bhi na jaaye haye
Ab raha bhi na jaaye haye
Kuch kaha bhi na jaaye haye
Ab raha bhi na jaaye haye
Besharm hai zulmi anjaane
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye

Devanand mera aashq pagal
Devanand mera aashq pagal
Ami aag ka dil hai ghayal
Phir satru lagaye haye
Jaan lutaye haye
Phir satru lagaye haye
Jaan lutaye haye
Kabhi heero hai mere deewane
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Kabhi aankh milaye haye
Kabhi dil ko churaye haye
Mujhe gali mein roke deewane))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kabhi Aankh Milaye

Kabhi Aankh Milaye is a song from Fauji 1995. It is sung by Kavita Krishnamurthy. Lyrics are credited to Madan Pal. Music information: Vishal Bhardwaj. Read the lyrics above and view the Fauji 1995 album song list for more songs and album details.