Kabhi Aage Kabhi Pichhe Lyrics, Singer & Song Details

Sadhu Aur Shaitaan 1968 album cover

Sadhu Aur Shaitaan 1968 Album Details

A Bhimsingh
Laxmikant, Pyarelal
Rajendra Krishan
Mehmood, Om Prakash, Pran

album songs
Kabhi Aage Kabhi Pichhe
Singer : Mohammed Rafi

Kabhi Aage Kabhi Pichhe Lyrics

Song Title = Kabhi Aage Kabhi Pichhe
Movie/album = Sadhu Aur Shaitaan (1968)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = A. Bhimsingh

Mp3 Song Lyrics

((Kabhi aage kabhi pichhe
Kabhi upar kabhi niche
Kabhi daye mud jaye
Kabhi baye mud jaye
Jane kaha kaha mujhe leke chali
Jane kaha kaha mujhe leke chali
Meri laila meri laila
Kabhi aage kabhi pichhe
Kabhi upar kabhi niche
Kabhi daye mud jaye
Kabhi baye mud jaye
Jane kaha kaha mujhe leke chali
Meri laila meri laila
Kabhi aage kabhi pichhe
Kabhi upar kabhi niche
Kabhi daye mud jaye
Kabhi baye mud jaye

Laila nam ki taxy ko
Milte grahak bedhange
Jeb me na ho futi kodi
Kangle bukhe nange
Lekin aaj mili kismat se aisi mast sawari
Sawari
Jis par mitar engine exelator
Breke wari
Kabhi aage kabhi pichhe
Kabhi upar kabhi niche
Kabhi daye mud jaye
Kabhi baye mud jaye
Jane kaha kaha mujhe leke chali
Meri laila meri laila
Kabhi aage kabhi pichhe
Kabhi upar kabhi niche
Kabhi daye mud jaye
Kabhi baye mud jaye

Pani or petrol barabar
Phir kyu ruk gayi laila
Samjha sotan kyu baithi
Is karan ji hai maila
Shak ki jat badi aurat ki
Kon ise samjhaye samjhay
Ghoda ghas se pyara kare to
Bolo kya khaye
Kabhi aage kabhi pichhe
Kabhi upar kabhi niche
Kabhi daye mud jaye
Kabhi baye mud jaye
Jane kaha kaha mujhe leke chali
Meri laila meri laila
Kabhi aage kabhi pichhe
Kabhi upar kabhi niche
Kabhi daye mud jaye
Kabhi baye mud jaye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kabhi Aage Kabhi Pichhe

Kabhi Aage Kabhi Pichhe is a song from Sadhu Aur Shaitaan 1968. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Sadhu Aur Shaitaan 1968 album song list for more songs and album details.