Kab Tujhe Zindagi Se Lyrics, Singer & Song Details

Dhokha 2007 album cover

Dhokha 2007 Album Details

Pooja Bhatt
M. M. Keeravani
Sayeed Quadri
Muzammil Ibrahim, Tulip Joshi, Aushima Sawhney

album songs
Kab Tujhe Zindagi Se
Singer : K.K, Shreya Ghoshal

Kab Tujhe Zindagi Se Lyrics

Song Lyrics Title = Kab Tujhe Zindagi Se
Song Lyrics Movie = Dhokha (2007)
Singers = K.K, Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Sayeed Quadri
Music Composer = M. M. Keeravani
Director = Pooja Bhatt
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Kab tujhe jindagee se jod liya, ajnabee hamko kuchh pata naa

chala
Kab tujhe khud peh humne odh liya, ajanabee hamko kuchh

pata naa chala
Tere liye hai mere jismoja, tere liye hai mere sham subah
Kab tujhe jindagee se jod liya, ajnabee hamko kuchh pata naa

chala
Kab tujhe khud peh humne odh liya, ajanabee hamko kuchh

pata naa chala

Teree chahat ne meree jindagee sajayee hai
Dil ke virane me chhupke se bahar aayee hai
Teree chahat ne meree jindagee sajayee hai
Dil ke virane me chhupke se bahar aayee hai
Kab hasin jindagee ne mod liya, ajnabee hamko kuchh pata naa

chala
Kab tujhe jindagee se jod liya, ajnabee hamko kuchh pata naa

chala

Jisakee khwaish thee hume tune abb woh shab dee hai
Jitnee tanhayee thee jine me sab woh bhar dee hai
Jisakee khwaish thee hume tune abb woh shab dee hai
Jitnee tanhayee thee jine me sab woh bhar dee hai
Kab hume humse tune tod liya, ajnabee hamko kuchh pata naa

chala
Kab tujhe jindagee se jod liya, ajnabee hamko kuchh pata naa

chala

Abb toh har lamha tere sath ham bitayenge
Khud bhee sawarenge, tere ghar ko sajayenge
Abb toh har lamha tere sath ham bitayenge
Khud bhee sawarenge, tere ghar ko sajayenge
Kab yahee dil hee dil me soch liya, ajnabee hamko kuchh pata

naa chala
Kab tujhe jindagee se jod liya, ajnabee hamko kuchh pata naa

chala
Tere liye hai mere jismoja, tere liye hai mere sham subah..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kab Tujhe Zindagi Se

Kab Tujhe Zindagi Se is a song from Dhokha 2007. It is sung by K.K, Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Sayeed Quadri. Music information: M. M. Keeravani. Read the lyrics above and view the Dhokha 2007 album song list for more songs and album details.