Kab Tak Yaad Karoon Main Lyrics, Singer & Song Details

Bewafaai 2005 album cover

Bewafaai 2005 Album Details

N/A
Nikhil, Vinay
None
N/A

album songs
Kab Tak Yaad Karoon Main
Singer : Agam Kumar Nigam

Kab Tak Yaad Karoon Main Lyrics

Song Lyrics = Kab Tak Yaad Karu Main Usko
Song Lyrics Movie or Album = Bewafaai 2005
Singer(s) = Agam Kumar Nigam
Song Lyricists = N/A
Music Director = Nikhil, Vinay
Music Label = T- Series

Mp3 Song Lyrics

((Kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun

aaj Bhi Uska Chehra Meri Aankhon Mein Rehta Hai
uski Chahat Ka Ek Dariyaan Iss Dil Mein Behta Hai
qatra Qatra Khoon Badan Ka Uski Yaad Nichode
saari Duniya Choote Uski Yaad Na Pichha Chhode
aankhen Band Karu Toh Usko Apane Paas Main Paaun
aankhen Band Karu Toh Usko Apane Paas Main Paaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun

maine Ishq Kiya Tha Uski Sazaa Bhi Maine Paayi
uth Naa Paaunga Jeevan Bhar Aaisi Thokar Khaayi
sab Kuchh Karna Iss Duniya Mein Dil Na Yaar Lagana
mere Jaisa Ishq Bhi Tumko Kar Dega Deewana
dil Jalta Hai Kaise Tumko Dil Ke Daag Dikhaaun
dil Jalta Hai Kaise Tumko Dil Ke Daag Dikhaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
kab Tak Yaad Karu Main Usko Kab Tak Ashq Bahaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
yaaron Rab Se Duaan Karo Main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun
main Usko Bhul Jaaun ..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Kab Tak Yaad Karoon Main Video

About Kab Tak Yaad Karoon Main

Kab Tak Yaad Karoon Main is a song from Bewafaai 2005. It is sung by Agam Kumar Nigam. Lyrics are credited to None. Music information: Nikhil, Vinay. Read the lyrics above and view the Bewafaai 2005 album song list for more songs and album details.