Kab Tak Uthaaye Hue Yeh Lyrics, Singer & Song Details

Naqab 1955 album cover

Naqab 1955 Album Details

Lekhraj Bakshi
Govind Ram
Prem Dhawan
Shammi Kapoor, Madhubala, Ajit, Hiralal, Yashodhara Katju, Maruti, Asha Mathur

album songs
Kab Tak Uthaaye Hue Yeh
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Kab Tak Uthaaye Hue Yeh Lyrics

Song Title = Kab Tak Uthayen Aur
Movie/album = Naqab (1955)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Prem Dhawan
Music Director = Govind Ram
Director = Lekhraj Bhakri

Mp3 Song Lyrics

((Kab tak uthayen aur yeh gham intezar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham intezar ka
Aaja charag bujh raha hai tere pyar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham

Tufan gham ke aaye ya hawaye julm ki
Tufan gham ke aaye ya hawaye julm ki
Fir bhi na bujh sakega ye charag pyar ka
Aaja charag bujh raha hai tere pyar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham

Aye kash ke dildar jab ho unse mulakat
Aye kash ke dildar jab ho unse mulakat
Itna to dile bekarar ka
Aaja charag bujh raha hai tere pyar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham

Fariyad karne wale ab fiza ka khof kya
Fariyad karne wale ab fiza ka khof kya
Dar pe tere aa pahucha hai mausam bahar ka
Aaja charag bujh raha hai tere pyar ka
Kab tak uthayen aur yeh gham.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kab Tak Uthaaye Hue Yeh

Kab Tak Uthaaye Hue Yeh is a song from Naqab 1955. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Prem Dhawan. Music information: Govind Ram. Read the lyrics above and view the Naqab 1955 album song list for more songs and album details.