Kab Tak Chhupega Ae Jaane Lyrics, Singer & Song Details

Nirmaan 1974 album cover

Nirmaan 1974 Album Details

Ravi Tandon
Laxmikant, Pyarelal
Majrooh Sultanpuri
Navin Nischol, Anupama, Bindu, Anoop Kumar

album songs
Kab Tak Chhupega Ae Jaane
Singer : Mukesh

Kab Tak Chhupega Ae Jaane Lyrics

Song Title = Kab Tak Chhupega Ae Jaane
Movie/album = Nirmaan (1974)
Singers = Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Ravi Tandon

Mp3 Song Lyrics

((Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara

Tumme kya hai tumhe bhi nahi malum
Pahlu rakhte tumhare ang kitne
Ban chaman ki ruto mein bhi na hoga
Har ada me chhupe hai rang jitne
Kyu na ujagar ho ye bahara
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara

Muskurake uthao jara palke
Julf chehre pe udne do chahe
Aisi taswir khechu ke duniya
Tumko dekhe mujhko sarahe
Saare jahan ko kar de deewana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Kab Tak Chhupega Ae Jaane

Kab Tak Chhupega Ae Jaane is a song from Nirmaan 1974. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Nirmaan 1974 album song list for more songs and album details.