Kab Hua Kaha Hua Lyrics, Singer & Song Details

Sun Sajna 1982 album cover

Sun Sajna 1982 Album Details

Chander Bahl
Raamlaxman
Ravinder Rawal
Mithun Chakraborty, Ranjeeta Kaur, Iftekhar, Jagdeep, Ram Mohan

album songs
Kab Hua Kaha Hua
Singer : Shailendra Singh

Kab Hua Kaha Hua Lyrics

Song Title = Kab Hua Kaha Hua
Movie/Album = Sun Sajna (1982)
Singers = Shailendra Singh
Song Lyricists = Ravinder Rawal
Music Director = Raamlaxman
Director = Chander Bahl

Mp3 Song Lyrics

(( Mujhse puchho nahi
Mera kya kho gaya
Kuch mera tha jo
Ab gair ka ho gaya

Kab hua kaha hua
Kaise hua pata nahi
Kab hua kaha hua
Kaise hua pata nahi
Dil hath se gaya ye
Meri khata nahi
Dil hath se gaya ye
Meri khata nahi

Kab hua kaha hua
Kaise hua pata nahi
Dil hath se gaya ye
Meri khata nahi
Dil hath se gaya ye
Meri khata nahi

Ho o mile the humse
Chalte chalte
Shaam tham gayi thi
Dhalte dhalte

Rukh gaye kadam mere
Unko pata chala nahi
Rukh gaye kadam mere
Unko pata chala nahi
Sayad ye raaz ab tak
Unpe khula nahi
Dil hath se gaya ye
Meri khata nahi

Hai wo husn jaise
Shabnam shabnam
Honth khule to bikhare
Sargam sargam
Saaz ke tar jo
Tode chalo gila nahi
Saaz ke tar jo
Tode chalo gila nahi
Aise kisi din mera
Dil todana nahi
Dil haath se gaya ye
Meri khata nahi. . ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Kab Hua Kaha Hua

Kab Hua Kaha Hua is a song from Sun Sajna 1982. It is sung by Shailendra Singh. Lyrics are credited to Ravinder Rawal. Music information: Raamlaxman. Read the lyrics above and view the Sun Sajna 1982 album song list for more songs and album details.