Kaam Krodh Aur Lobh Lyrics, Singer & Song Details

Bahurani 1963 album cover

Bahurani 1963 Album Details

T. Prakash Rao
Ramchandra Narhar Chitalkar
Sahir Ludhianvi
Guru Dutt, Feroz Khan, Nasir Hussain

album songs
Kaam Krodh Aur Lobh
Singer : Mahendra Kapoor

Kaam Krodh Aur Lobh Lyrics

Song Title = Kaam Krodh Aur Lobh
Movie/album = Bahurani (1963)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Ramchandra Narhar Chitalkar
Director = T. Prakash Rao
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Kam karodh or lobh ka mara
Jagat na aaya rash
Jab jab ram ne janam liya
Tab tab paya banbas
Kam karodh or lobh ka mara
Jagat na aaya rash
Jab jab ram ne janam liya
Tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas

Kalyug tak chalti aayi hai
Satyug ki ye reet
Kalyug tak chalti aayi hai
Satyug ki ye reet
Sab kuch har chuke ho apna
Tab ram ki ho jeet
Yug badle jag badla
Par badal na paya ye itihas
Jab jab ram ne janam liya
Tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas

Chod ke apne mahal domahle
Jungle jungle firna
Chod ke apne mahal domahle
Jungle jungle firna
Oro ke sukh chain ki khatir
Dukh sanakat me ghirna
Hai yahi ram ke lekh ki rekha
Aa gaya ab vishwas
Jab jab ram ne janam liya
Tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas

Ram har ek yug me aaye
Par kon unhe pahchana
Ram har ek yug me aaye
Par kon unhe pahchana
Ram ki pooja ki jag ne
Par ram ka arth na jana
Takte takte budhe ho gaye
Dhari or aakash
Jab jab ram ne janam liya
Tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas
Kam karodh or lobh ka mara
Jagat na aaya rash
Jab jab ram ne janam liya
Tab tab paya banbas
Tab tab paya banbas...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Kaam Krodh Aur Lobh Video

About Kaam Krodh Aur Lobh

Kaam Krodh Aur Lobh is a song from Bahurani 1963. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Ramchandra Narhar Chitalkar. Read the lyrics above and view the Bahurani 1963 album song list for more songs and album details.