Kaahe Apnon Ke Duet Lyrics, Singer & Song Details

Raampur Ka Lakshman 1972 album cover

Raampur Ka Lakshman 1972 Album Details

Manmohan Desai
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Rekha, Randhir Kapoor, Shatrughan Sinha

album songs
Kaahe Apnon Ke Duet
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Kaahe Apnon Ke Duet Lyrics

Song Title = Kaahe Apnon Ke Duet
Movie/Album = Raampur Ka Lakshman (1972)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Manmohan Desai

Mp3 Song Lyrics

((Kahe apno ke kam nahi aaye tu
Kahte hai sabki bigdi
Ram banaye tu he ram
Kahe apno ke kam nahi aaye tu
Kahte hai sabki bigdi
Ram banaye tu he ram

Tu hai mujhi me to fir sunle
Dukh ki pukar mer manwa se
Is duniya me koi na mera
Mohe uthale aisi duniya se
Jiya nahi jaye ab he ram
Jiya nahi jaye ab he ram
Kon kahe apno ke kam nahi aaye tu
Kahte hai sabki bigdi
Ram banaye tu he ram

Pyar to tera sach hai bhagwan
Khud ko sujhai nahi deta re
Kabhi koi apna hota hai paas hi
Phir bhi dikhai nahi deta re
Dosh hai apna tu badnam
Dosh hai apna tu badnam
Kon kahe apno ke kam nahi aaye tu
Kahte hai sabki bigdi
Ram banaye tu he ram.....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Kaahe Apnon Ke Duet

Kaahe Apnon Ke Duet is a song from Raampur Ka Lakshman 1972. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Raampur Ka Lakshman 1972 album song list for more songs and album details.