Ka Karu Sajni Aaye Lyrics, Singer & Song Details

Swami 1977 album cover

Swami 1977 Album Details

Basu Chatterjee
Rajesh Roshan
Amit Khanna
Shabana Azmi, Suresh Chatwal, Dharmendra

album songs
Ka Karu Sajni Aaye
Singer : K. J. Yesudas

Ka Karu Sajni Aaye Lyrics

Song Title = Ka Karu Sajni Aaye
Movie/album = Swami 1977
Singers = K. J. Yesudas
Song Lyricists = Amit Khanna
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Basu Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((Ka karoon sajani aaye na balam
Khoj rahi hai piya paradesi ankhiyaan
Khoj rahi hai piya paradesi ankhiyaan
Aaye na balam

Jab bhi koi, aahat hoe, manawa mora bhaage
Dekho kahi, tute nahi, prem ke ye dhaage
Ye matawaari prit hamaari
Chhupe na chhupaaye
Chhupe na chhupaaye
Saawan ho tum mai hun tori badariya
Aaye na balam
Ka karoon sajani aaye na balam

Bhor bhai aur, saanjh dhali re
Samay ne li agadaai
Ye jag sara, nid se hara, mohe nid na aai
Mai ghabaraaun, dar dar jaaun
Aaye wo na aaye, aaye wo na aaye
Raadha bulaaye kahaan khoe ho kanhaiya
Aaye na balam
Ka karoon sajani aaye na balam .))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Ka Karu Sajni Aaye

Ka Karu Sajni Aaye is a song from Swami 1977. It is sung by K. J. Yesudas. Lyrics are credited to Amit Khanna. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Swami 1977 album song list for more songs and album details.