Jungle Mein Sher Lyrics, Singer & Song Details

Prem Granth 1996 album cover

Prem Granth 1996 Album Details

Rajiv Kapoor
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Rishi Kapoor, Madhuri Dixit, Anupam Kher

album songs
Jungle Mein Sher
Singer : Alka Yagnik, Vinod Rathod

Jungle Mein Sher Lyrics

Song Title = Jungle Mein Sher
Movie/Album = Prem Granth (1996)
Singer = Alka Yagnik, Vinod Rathod
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal

Mp3 Song Lyrics

((rama ho rama ho rama ho rama ho
rama ho rama ho rama ho rama ho
rama ho rama, rama ho rama, rama ho rama

jungle me sher bago me mor
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama
jungle me sher bago me mor
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama
bali umar bali umar muhje lagta hai dar
mai jau kis or ho rama
jungle me sher bago me mor
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama

jab se mera sath bacdhpan ne chhoda
jab se mera sath bacdhpan ne chhoda
pichhe pada ye joban nigoda
pichhe pada ye joban nigoda
mai kya karu haye kaise sahu haye
mai kya karu haye kaise sahu haye
ye joban ka jor ho rama
jungle me sher bago me mor
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama

mera nahi ye logo ka hai kehna
mera nahi ye logo ka hai kehna
kab jane kis se mil jaye naina
mera nahi ye logo ka hai kehna
kab jane kis se mil jaye naina
ye roop rang ek udati patang
ye roop rang ek udati patang
kat jaye na dor ho rama
jungle me sher bago me mor
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama

tu apni payal ki cham cham se
tu apni payal ki cham cham se
dar dar ke chalti hai tham tham ke
tu apni payal ki cham cham se
dar dar ke chalti hai tham tham ke
payal ruki to chudi baj uthi
payal ruki to chudi baj uthi
mach gaya shor ho rama
jungle me sher bago me mor
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama

bali umar bali umar muhje lagta hai dar
mai jau kis or ho rama
jungle me sher bago me mor
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama
jungle me sher bago me mor, sheharo me chor ho rama
rama ho rama ho rama ho rama ho
rama ho rama ho rama ho rama ho
rama ho rama, rama ho rama, rama ho rama))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jungle Mein Sher

Jungle Mein Sher is a song from Prem Granth 1996. It is sung by Alka Yagnik, Vinod Rathod. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Prem Granth 1996 album song list for more songs and album details.