Jung Hain Nafrat Ka Lyrics, Singer & Song Details

Vishwaroop 2013 album cover

Vishwaroop 2013 Album Details

Kamal Haasan
Shankar Ehsaan Loy
Javed Akhtar
Rahul Bose, Kamal Haasan, Pooja Kumar, Andrea Jeremiah, Jaideep Ahlawat

album songs
Jung Hain Nafrat Ka
Singer : Benny Dayal, Shankar Mahadevan

Jung Hain Nafrat Ka Lyrics

Song Title = Jung Hain Nafrat Ka
Movie/Album = Vishwaroop (2013)
Singer = Benny Dayal, Shankar Mahadevan
Music Director = Shankar Ehsaan Loy
Lyricist = Javed Akhtar

Mp3 Song Lyrics

((sadiyo se chalti jung hai nafrat ka gahra rang hai
shaharo me hinsa dekh kar jungle bhi jaise dung hai

chehre chehre dahsate basi hai kandhe kandhe banduke rakhi hai
galiyo galiyo khun bah raha hai insan insan jurm sah raha hai
koi batade kaise lute na hum diwane
payegi nakami kab shish gunj ki sajish
rut jo nayi aayi wo rang naye layegi
nyay jab aayega to shanti aayegi
dhundhta hai har dil aa man ki manzil
sadiyo se chalti jung hai nafrat ka gahra rang hai
shaharo me hinsa dekh kar jungle bhi jaise dung hai

nagri nagri koi aag hai jaise chhayi chhayi koi aag hai jaise
mulko mulko barud ki buu hai shaharo shaharo sirf lahu hai
koi bata de kaise lute na hum diwane
payegi nakami kab shish gunj ki sajish
rut jo nayi aayi wo rang naye layegi
nyay jab aayega to shanti aayegi
dhundhta hai har dil aa man ki manzil
sadiyo se chalti jung hai nafrat ka gahra rang hai
shaharo me hinsa dekh kar jungle bhi jaise dung hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Jung Hain Nafrat Ka

Jung Hain Nafrat Ka is a song from Vishwaroop 2013. It is sung by Benny Dayal, Shankar Mahadevan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Shankar Ehsaan Loy. Read the lyrics above and view the Vishwaroop 2013 album song list for more songs and album details.