Juma Juma Do Hi Mulaqaton Me Lyrics, Singer & Song Details

Kala Bazaar 1989 album cover

Kala Bazaar 1989 Album Details

Rakesh Roshan
Rajesh Roshan
Indeevar
Anil Kapoor, Jackie Shroff, Farha Naaz

album songs
Juma Juma Do Hi Mulaqaton Me
Singer : Nitin Mukesh, Sadhana Sargam

Juma Juma Do Hi Mulaqaton Me Lyrics

Song Title = Juma Juma Do Hi Mulaqaton
Movie/album = Kala Bazaar (1989)
Singers = Nitin Mukesh, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Indeevar
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Rakesh Roshan

Mp3 Song Lyrics

((Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye

Gaalo se chhukar phulo ko tune pyaar kiya
Aur bhi mere dil ko bekrar kiya
Gaalo se chhukar phulo ko tune pyaar kiya
Aur bhi mere dil ko bekrar kiya
Tan ki daali tujko de daali
Mali e dali tere haatho me
Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye

Koi saheli naam tera jab leti hai
Preet meri dil ko tham leti hai
Koi saheli naam tera jab leti hai
Preet meri dil ko tham leti hai
Tu hi jeeva main duja nahin man mein
Ek hi chand jaise aankhon me
Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye

Pyase rahey hum hoti rahi barsat waha
Tanha rahey hum aahti rahi baraat waha
Pyase rahey hum hoti rahi barsat waha
Tanha rahey hum aahti rahi baraat waha
Ik din apna sach hoga sapna
Sapne dekka jo teri ankhon se
Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
Maine sanam tujko chuna lakhon mein
Hona ho to pal mein bhi pyar ho jaye
Varna umar baton hi mein kho jaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Juma Juma Do Hi Mulaqaton Me

Juma Juma Do Hi Mulaqaton Me is a song from Kala Bazaar 1989. It is sung by Nitin Mukesh, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Kala Bazaar 1989 album song list for more songs and album details.