Julie Bheegi Bheegi Lyrics, Singer & Song Details

Julie 2004 album cover

Julie 2004 Album Details

Deepak. S Shivadasani
Himesh Reshammiya
Sameer
Neha Dhupia, Priyanshu Chatterjee, Yash Tonk, Sanjay Kapoor, Achint Kaur

album songs
Julie Bheegi Bheegi
Singer : Alka Yagnik

Julie Bheegi Bheegi Lyrics

Song Title = Julie Bheegi Bheegi
Movie/Album = Julie (2004)
Singer(s) = Alka Yagnik
Lyricist = Sameer
Music = Himesh Reshammiya

Mp3 Song Lyrics

((sapano mein jo aane laga banake nasha chhaane laga
woh hai sabse pyaara
bheegi bheegi subahon mein, sili sili raaton mein - (2)
saundhi saundhi khushbu mein mithi mithi baaton mein
yaad aati hai (teri yaad aati hai -3)
bheegi bheegi subahon mein, sili sili raaton mein
saundhi saundhi khushbu mein mithi mithi baaton mein
yaad aati hai (teri yaad aati hai -3)

(mere najaro mein tera chehara basa hai, tera chehara basa hai

dilbar
meri palakon mein tera khaab saja hai, tera khaab saja hai

dilbar)-(2)
tere liye har aaraju, abb raat din mujhame hai tu
tujhape dil hai haara
tanaha tanaha galiyon mein, lamaha lamaha kaliyon mein - (2)
chaahat ke afsaane mein jaane mein anjaane mein
yaaad aati hai (teri yaad aati hai -3)

(dil kehata hai mujhe pehalu mein aake mujhe pehalu mein aake

bhar le
badi bekaraari hai re badi bekaraari hai re pyaar jara tu kar

le)-(2)
kaisa hai yeh deewaanapan lagata nahi bin tere mann
tujhape dil yeh waara
lambi lambi raaton mein chhoti chhoti baaton mein - (2)
nindon ki baaraaton mein saaawan ki barsaaton mein
yaaad aati hai teri yaad aati hai
teri yaad aati hai........))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Julie Bheegi Bheegi

Julie Bheegi Bheegi is a song from Julie 2004. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Julie 2004 album song list for more songs and album details.