Julfein Khol Khaal Ke Lyrics, Singer & Song Details

Do Knot Disturb 2009 album cover

Do Knot Disturb 2009 Album Details

David Dhawan
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Govinda, Sushmita Sen, Riteish Deshmukh

album songs
Julfein Khol Khaal Ke
Singer : Sonu Niigaam, Anuradha Shriram

Julfein Khol Khaal Ke Lyrics

Song lyrics = Julfein Khol Khaal Ke
Movie / Album = Do Knot Disturb (2009)
Singer(s) = Sonu Niigaam, Anuradha Shriram
Music Director(s) = Nadeem-Shravan
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 song lyrics

((julfein khol khaal ke jhut bol baal ke - (2)
aayi hoon milane tujhe, saawariya aayi hoon milane tujhe
o taale tod taal ke, sab kuchh chhod chhaad ke
aaya hai milane tujhe saawariya, aaya hai milane tujhe

kya mastaani raat hai, tera mera saath hai
behake se armaan hai uff kya mulaakaat hai
khwaabon ki baaraat hai, chaahat ki barsaat hai
aaja keh du baalama honto pe jo baat hai
o pallu daal vaal ke sab kuchh dekhbaal ke - (2)
aayi hoon milane tujhe, saawariya aayi hoon milane tujhe
o taale tod taal ke, sab kuchh chhod chhaad ke
aaya hai milane tujhe saawariya, aaya hai milane tujhe

yuun na bekaraar kar thoda intjaar kar
aisi juldi kya padi pehale mujhako pyaar kar
hey naino se na vaar kar jid na aise yaar kar
bechaini pehchaan le abb na inkaar kar
o raste ghum ghaam ke puri dhum dhaam se - (2)
aaya hai milane tujhe saawariya, aaya hai milane tujhe
julfein khol khaal ke jhut bol baal ke
aayi hoon milane tujhe, saawariya aayi hoon milane tujhe..))

Posted by :{Anamika Tyagi}

About Julfein Khol Khaal Ke

Julfein Khol Khaal Ke is a song from Do Knot Disturb 2009. It is sung by Sonu Niigaam, Anuradha Shriram. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Do Knot Disturb 2009 album song list for more songs and album details.