Jugnuon Se Jagmag Lyrics, Singer & Song Details

Dil Ke Jharoke Mein 1997 album cover

Dil Ke Jharoke Mein 1997 Album Details

Ashim Bhattacharya
Bappi Lahiri
None
Manisha Koirala, Vikas Bhalla, Mamik, Parveen Dastur

album songs
Jugnuon Se Jagmag
Singer : Udit Narayan

Jugnuon Se Jagmag Lyrics

Song Title = Jugnuon Se Jagmag
Song Lyrics Movie = Dil Ke Jharokhe Mein (1997)
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Bappi Lahiri
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Ashim Bhattacharya

Mp3 Song Lyrics

((Jugnuon se jagmag raaten
Titlio se rang bhare din
Jugnuon se jagmag raaten
Titlio se rang bhare din
Hamjoli wo mere bachpan ke
Jaane kahan gum ho gaye
Kahan kho gaye wo raat wo din
Kahan kho gaye
Jugnuon se jagmag raaten
Titlio se rang bhare din

Garmiyon ki dhoop aur saaye
Sardiyon ki thandi thandi shaam
Garmiyon ki dhoop aur saaye
Sardiyon ki thandi thandi shaam
Pariyon ki kahaani sunte sunte
Aksar hum so gaye
Kahan kho gaye wo raat wo din
Kahan kho gaye
Jugnuon se jagmag raaten
Titlio se rang bhare din

Nanha sa dil chhoti chhoti khoosi
Yaad aaye chhote chhote gham
Nanha sa dil chhoti chhoti khoosi
Yaad aaye chhote chhote gham
Tabse yaado ke gaye sawan
Kabhi hase kabhi ro gaye
Kahan kho gaye wo raat wo din
Kahan kho gaye
Jugnuon se jagmag raaten
Titlio se rang bhare din

Baaten ye sunne walo
Bhool jaana nahi aasaan
Baaten ye sunne walo
Bhool jaana nahi aasaan
Aao pukare jara milke
Wo mit kya ho gaye
Kahan kho gaye wo raat wo din
Kahan kho gaye

Jugnuon se jagmag raaten
Titlio se rang bhare din
Hamjoli wo mere bachpan ke
Jaane kahan gum ho gaye
Kahan kho gaye wo raat wo din
Kahan kho gaye...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jugnuon Se Jagmag

Jugnuon Se Jagmag is a song from Dil Ke Jharoke Mein 1997. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to None. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Dil Ke Jharoke Mein 1997 album song list for more songs and album details.