Judge Mujrim Laila Laila Lyrics, Singer & Song Details

Judge Mujrim 1997 album cover

Judge Mujrim 1997 Album Details

Jagdish A. Sharma
Bappi Lahiri
Anwar Sagar
Jeetendra, Sunil Shetty, Ashwini Bhave

album songs
Judge Mujrim Laila Laila
Singer : Amit Kumar

Judge Mujrim Laila Laila Lyrics

Song Title = Judge Mujrim Laila Laila
Movie/Album = Judge Mujrim (1997)
Singers = Amit Kumar
Song Lyricists = Anwar Sagar
Music Composer = Bappi Lahiri

Mp3 Song Lyrics

((Hum tum dono mil gaye
Pyar ki tuning ho gayi
Har morning teri ho gayi
Har evening teri ho gayi
Hum tum dono mil gaye
Pyar ki tuning ho gayi
Har morning teri ho gayi
Har evening teri ho gayi
Laila o laila tu hai laila
Chhela main chhela main
Tera chhela
Laila o laila tu hai laila
Chhela main chhela main
Tera chhela

Aaha najar kya teri hai
Aaha kamar kya teri hai
Aaha ada kya teri hai
Aaha umar kya teri hai
Aaha ada kya teri hai
Aaha ye gal tamatar se
Aaha ye hoth gajar se
Aaha tu botal sarbat ki
Aah tu gori pangat ki
Tere rup ki bijli se
Mere dil me lighting ho gayi
Har morning teri ho gayi
Har evening teri ho gayi
Laila o laila tu hai laila
Chhela main chhela main
Tera chhela
Laila o laila tu hai laila
Chhela main chhela main
Tera chhela

Aaha tu kudiya japani
Aaha tu pariyo ki rani
Aaha tu chand punam ka
Aaha tu katra sabnam ka
Aaha chhlakta jam hai tu
Aaha sunhari sham hai tu
Aaha tu bottal mantisi
Aaha tu guri gori mirchi si
Mere dil ki gardan mein
Tere pyar ki kaliya khil gayi
Har morning teri ho gayi
Har evening teri ho gayi

Hum tum dono mil gaye
Pyar ki tuning ho gayi
Are morning teri ho gayi
Are evening teri ho gayi
Laila o laila tu hai laila
Chhela main chhela main
Tera chhela
Laila o laila tu hai laila
Chhela main chhela main
Tera chhela...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Judge Mujrim Laila Laila

Judge Mujrim Laila Laila is a song from Judge Mujrim 1997. It is sung by Amit Kumar. Lyrics are credited to Anwar Sagar. Music information: Bappi Lahiri. Read the lyrics above and view the Judge Mujrim 1997 album song list for more songs and album details.