Joshilaay Woh Shahjaade Hain Lyrics, Singer & Song Details

Joshilaay 1989 album cover

Joshilaay 1989 Album Details

Sibte Hassan Rizvi
Rahul Dev Burman
Javed Akhtar
Sunny Deol, Anil Kapoor, Sridevi

album songs
Joshilaay Woh Shahjaade Hain
Singer : Kishore Kumar

Joshilaay Woh Shahjaade Hain Lyrics

Song Title = Joshilaay Woh Shahjaade Hai
Movie/album = Joshilaay (1989)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Sibte Hassan Rizvi

Mp3 Song Lyrics

((Joshilay wo shehjade hai zami ke
Joshilay wo shehjade hai zami ke
Jo chale to chale sath me unke aasmaa

Joshilay wo shehjade hai zami ke
Joshilay kare jo irade kahi ke
Jo chale yu chale
Jaise chalti hai aandhiya
Joshilay wo shehjade hai zami ke

Manjilo ki rah me
Jo parwat aaye tod de
Jangalo ko jite dariyao
Ka vo rukh mod de
Hey manjilo ki rah me
Jo parwat aaye tod de
Jangalo ko jite dariyao
Ka vo rukh mod de

Na ruke na thame
Zindagi ka ye karva
Joshilay wo shehjade hai zami ke

Yaar o ke yaar hai dushman ke dushman
Jaan ki baazi lagata hai unka chalan
Yaar o ke yaar hai dushman ke dushman
Jaan ki baazi lagata hai unka chalan

Sine mai aag hai hai nigaho mai bijliyaa
Joshilay wo shehjade hai zami ke

Maut ke ssye me pal ke hue hai javaan
Khatre mai jaan hai unki wo jaae jahaa
Maut ke ssye me pal ke hue hai javaan
Khatre mai jaan hai unki wo jaae jahaa

Har kadam ghat mai hai lootere ki toliyaa
Joshilay wo shehjade hai zami ke

Badal ban ke aaj wo chane chale
Julm ke saare nishan mitane chale
Badal ban ke aaj wo chane chale
Julm ke saare nishan mitane chale

Aagye aagye apni manjil pe nao javaan
Joshilay wo shehjade hai zami ke
Joshilay wo shehjade hai zami ke
Jo chale to chale sath me unke aasmaa
Joshilay wo shehjade hai zami ke..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Joshilaay Woh Shahjaade Hain

Joshilaay Woh Shahjaade Hain is a song from Joshilaay 1989. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Joshilaay 1989 album song list for more songs and album details.