Jogan Pritam Ki Lyrics, Singer & Song Details

Devi 1970 album cover

Devi 1970 Album Details

V. Madhusudan Rao
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Nutan, Sanjeev Kumar, Rehman

album songs
Jogan Pritam Ki
Singer : Usha Iyer, Lakshmi Shankar

Jogan Pritam Ki Lyrics

Song Lyrics Title = Jogan Pritam Ki
Song Lyrics Movie = Devi 1970
Singers = Usha Iyer, Lakshmi Shankar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Madhusudan Rao V.
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((jogan pritam ki aji ha pritam ki
jogan ha ha ha jogan pritam ki
mera naam hai ha ha ha jogan pritam ki
mera naam hai pritam ki puja ha
pritam ki puja mera kam hai ha ha
jogan pritam ki aji ha pritam ki
jogan ha ha ha jogan pritam ki
mera naam hai

ek piya se nata jod liya hai
sara jagat maine chhod diya hai
hatho me mere tere naam ki mala
dhyan tihara subha sham hai ha ha
jogan pritam ki aji ha pritam ki
jogan ha ha ha jogan pritam ki
mera naam hai pritam ki puja ha
pritam ki puja mera kam hai ha ha
jogan pritam ki mera naam hai

na de tim tore dim tana
mujhe chhod ke nahi chale jana
na de tim tore dim tana
mujhe chhod ke nahi chale jana
do panth jiya na lagana
do panth jiya na lagana
mujhe chhod ke nahi chale jana
na de tim tore dim tana
mujhe chhod ke nahi muh mod ke nahi
dil tod ke nahi chale jana..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Jogan Pritam Ki

Jogan Pritam Ki is a song from Devi 1970. It is sung by Usha Iyer, Lakshmi Shankar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Devi 1970 album song list for more songs and album details.