Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics, Singer & Song Details

Dilwale 1994 album cover

Dilwale 1994 Album Details

Harry Baweja
Nadeem Shravan
Sameer
Ajay Devgn, Sunil Shetty, Raveena Tandon

album songs
Jo Tumhe Chahe Usko Satana
Singer : Kumar Sanu

Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics

Song Lyrics Title = Jo Tumhe Chahe Usko Satana
Movie/Album Name = Dilwale 1994
Singer = Kumar Sanu
Lyricist = Sameer
Music Director = Nadeem Shravan
Film Director = Harry Baweja

Mp3 Song Lyrics

((jo tumhe chahe usko satana achchhi bat nahi
jo tumhe chahe usko satana achchhi bat nahi
dilwale ka dil todd jana achchhi bat nahi
jo tumhe chahe usko satana achchhi bat nahi
achchhi bat nahi

janejigar ho janewafa ho
kis bat peh tum itni khafa ho
janejigar ho janewafa ho
kis bat peh tum itni khafa ho
aake gale se mujhko lagao, aaise mujhe na tum

aajmao
najare milake najare churana achchhi bat nahi
dilwale ka dil todd jana achchhi bat nahi
jo tumhe chahe usko satana achchhi bat nahi
achchhi bat nahi, achchhi bat nahi, achchhi bat

nahi

apne divane ka insaf kar do
huyi agar khata toh mujhe mauf kar do
apne divane ka insaf kar do
huyi agar khata toh mujhe mauf kar do
meri wafa se na aise khelo
chaho agar to meri jan le lo
chahat me aise dil ko jalna achchhi bat nahi
dilwale ka dil tod jana achchhi bat nahi
jo tumhe chahe usko satana achchhi bat nahi
achchhi bat nahi achchhi bat nahi
achchhi bat nahi achchhi bat nahi))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Jo Tumhe Chahe Usko Satana

Jo Tumhe Chahe Usko Satana is a song from Dilwale 1994. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Shravan. Read the lyrics above and view the Dilwale 1994 album song list for more songs and album details.