Jo Pyaar Kar Gaye Male Lyrics, Singer & Song Details

Junoon 1992 album cover

Junoon 1992 Album Details

Mahesh Bhatt
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Santosh Anand
Tom Alter, Rakesh Bedi, Pooja Bhatt

album songs
Jo Pyaar Kar Gaye Male
Singer : Kumar Sanu

Jo Pyaar Kar Gaye Male Lyrics

Song Title = Jo Pyaar Kar Gaye Male
Movie/Album = Junoon 1992
Singer(s) = Kumar Sanu
Music Director(s) = Nadeem-Shravan
Lyricist(s) = Santosh Anand

Mp3 Song Lyrics

((jo pyaar kar gaye woh log aur the - (2)
dil mein utar gaye woh log aur the
jo pyaar kar gaye woh log aur the

gulshan ke phul phul par shabnam ki bund se - (2)
hasakar bikhar gaye woh log aur the - (2)
dil mein utar gaye -2 woh log aur the
jo pyaar kar gaye woh log aur the

marate rahenge hum pe woh jine ki chaah mein - (2)
keh kar muh kar gaye woh log aur the - (2)
dil mein utar gaye -2 woh log aur the
jo pyaar kar gaye woh log aur the - (2)

woh husn ke gurur mein parada kiye rahe - (2)
jo dar badar gaye woh log aur the - (2)
dil mein utar gaye -2 woh log aur the
jo pyaar kar gaye woh log aur the

haathon mein haath baandhake santosh reh gaya - (2)
kuchh kar gujar gaye woh log aur the - (2)
dil mein utar gaye -2 woh log aur the
jo pyaar kar gaye woh log aur the...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Jo Pyaar Kar Gaye Male

Jo Pyaar Kar Gaye Male is a song from Junoon 1992. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Santosh Anand. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Junoon 1992 album song list for more songs and album details.