Jo Khwaab Saja Hai Palako Lyrics, Singer & Song Details

Jiyo Aur Jeene Do 1969 album cover

Jiyo Aur Jeene Do 1969 Album Details

B Mastan
Jaidev Kumar
Naqsh Lyallpuri
Mohan Choti, Helen, Jeevan

album songs
Jo Khwaab Saja Hai Palako
Singer : Usha Mangeshkar

Jo Khwaab Saja Hai Palako Lyrics

Song Title = Jo Khwaab Saja Hai Palako
Movie/album = Jiyo Aur Jeene Do (1969)
Singers = Usha Mangeshkar
Song Lyricists = Naqsh Lyallpuri
Music Director = Jaidev Kumar
Director = B Mastan

Mp3 Song Lyrics

((Jo khwaab saja hai palako mein
Jo khwaab saja hai palako mein,
Woh khwaab hakiwat ban jaye
Yeh dard jo dil mein jaaga hai
Yeh dard jo dil mein jaaga hai
Aye kash mohabbat ban jaaye
Aye kash mohabbat ban jaaye
Yeh dard jo dil mein jaaga hai

Jaane kya socha kar shok hoti gayi
Meri masum angadaiyaa
Jaane kya socha kar shok hoti gayi
Meri masum angadaiyaa
Aayine ki nazar se milakar nazar,
Geet gaati hain tanhaiya
Geet gaati hain tanhaiya
Yeh dard jo dil mein jaaga hai

Chandani raat mein nachata hu magar,
Nind aankho mein ghulati nahi
Chandani raat mein nachata hu magar,
Nind aankho mein ghulati nahi
So rahu toh kisi ke jagaye bina,
Meri abb aankh khulati nahi
Meri abb aankh khulati nahi
Yeh dard jo dil mein jaaga hai....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Jo Khwaab Saja Hai Palako

Jo Khwaab Saja Hai Palako is a song from Jiyo Aur Jeene Do 1969. It is sung by Usha Mangeshkar. Lyrics are credited to Naqsh Lyallpuri. Music information: Jaidev Kumar. Read the lyrics above and view the Jiyo Aur Jeene Do 1969 album song list for more songs and album details.